Tension free trading......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tension free trading......
    Friends agar aap chahte hain k aap tension free trading kren aur aapko kissi qisam ki koi disturbance na ho to aap k liye zaruri hai k aap apne account pe basic lots ka use kren aur koi bhi order put krte waqt stoploss aur take profit ko zarur use kr lia kren iss trah se agar aapko loss bhi ho jata hai to aap behad aasani k sath usse recover kr len ge aap apni pehli trade to must hai k basic lot se hi strat kren iss tarah se aapko profit to kam mille ga but kissi qisam ki koi tension ni mille gi
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Excellent sharing dear member,
    Ap ny jo b farmaya baja farmay hy i am totally agree with you, but kya newby ko ye pta hota hy k basics kya hoti hn? Ar agar wrong analysis ho ar bar bar stoploss hit ho rha ho to kya ase surt. E. Hal mn hm sirf yahi koshish kren k account recover ho jay? Kya hmen earning ki koi zrurt ni hoti,? Dear tension free trade to perfect analysis krny se e hoti. Hmen apki baton k sath ssath in chezon ko b mude. Nazar rkhna chahye.
    • #3 Collapse

      Yes dear aap theak keh rhe ho main aap se fully agree krta hoon agar ham apne account ko safe rakhna chahte hain aur kisai qisam ki koi bhi tension ni lena chahte hain to hamen apne account ko small lot se hi run krna chahiye q k small lot se hamen bahot ziada benifits milte hain aik to hamara account safe rehta hai aur dusri baat ye hai k ham depressed ni hote hain agar loss hota bhi hai to bahot jald recover ho jata hai
      • #4 Collapse

        G janab ap ne bht achi bat kia ha ke basic trade se start krna chye or ziada loss se bachny ke liye stoploss lazmi lagana chaye ..is se trader anjany main bhi loss se bacb jata ha .hamara account bhi chalta rahta ha new trade se loss ki recovery ho skti ha
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
          Friends agar aap chahte hain k aap tension free trading kren aur aapko kissi qisam ki koi disturbance na ho to aap k liye zaruri hai k aap apne account pe basic lots ka use kren aur koi bhi order put krte waqt stoploss aur take profit ko zarur use kr lia kren iss trah se agar aapko loss bhi ho jata hai to aap behad aasani k sath usse recover kr len ge aap apni pehli trade to must hai k basic lot se hi strat kren iss tarah se aapko profit to kam mille ga but kissi qisam ki koi tension ni mille gi
          agar ham forex trading main tension freee trading krna chahty hain to hamain chaye k proper plan bna kr trade krain or jab bhi trade krain to us sy pehle proper plan bnaian market k trend or news ko bhi watch krain
          • #6 Collapse

            ji sahi kaha ap ne janab, kabhi bhi bari lots se trade nai krna chaye jb tk k ap mahir na hojaen is field me, tb tk mini ar micro lots hi use kren
            • #7 Collapse

              dear friends hamein tension free ho kr trading krni chaheye Q k agar hum trade mn tension ly kr trade krty hn to ye hamary leye aik bhut bara risk hota ha aur is sy hamein loss ka samna hota ha , is leye hamein tension free ho kr trade kr skty hn .
              • #8 Collapse

                Bilkul sae kaha bhai agr ham regular profit ya month kay end par account profit pay dekhna chahty hn tohamain tension free trading karni chahiye jesy kay trade put krny say pehly achi tra market kay analysis karain aur after confirmation trade karain trade lgaty doran take profit aur stop loss ka use zaroor karain trading main lalach kabi na karain
                • #9 Collapse

                  Ji bhai ap ki bat bilkul 100% thek hay ye bohut hi badi tick hay aur ye bilkul sahi hay kiyon k hum ziyada loss bardasht ni kar sagtey is liye humein stop loss aur take profit to lazmi use karna chahiye chahy kam profit bhi ho phir bhi yahi asol hona chahiye
                  :1f63b:​BE HAPPY
                  • #10 Collapse

                    g bilkaul thek kah hy is mn jo bnda bagir kisi tenshion k agar traiding karey ga tu in ko boht faida ho ga kaun ap ko jb ap ko jb tenshion hoti hy tu ap ko loss hota hy ...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear forex trading pr wohi hi earning karta hai jo tension free ho kar trading karta hai.Dear agr ap emotion ka sath trading karogy toh apko hamesha loss hi hoga ya ho sakta hai apka account hi washed ho ja hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X