hello dear all new traders app nay daikha hoga k kuch log forex mai boht he acha earn kar rahy hain aur jab un say pocho k app kesy earn kar rahy hain aur kon see strartgy par kam kar rahy hain wo tu kabhi bhi nahi btaty hain asa kun hota hai hmain her kisi ki help karni chheay kun kon sa ham nay profit apni jaib say daina hai app kia kehty hain iss post k bary mai.?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим