Once you loose your amount its does meant you never win
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Once you loose your amount its does meant you never win
    Bohat se log asay hotay hain bagaer seekhey kaam ko kertay ha ya koi discipline wagaira kuch nai hota loss krdetay haen aor phr samjhtay haen k jasa wo kbi profit nai kr saktay again deposit b nai krtay aur leave k chakar mey hotay ap asay banday ko kya sugges krogay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nai rani waheeda sahiba actualy mera ye believe hy k ap agar apni nakami ko aik seerhi bana lain to ap apni kamzoorion ko taaaqat main badal sakty hian islye ap har loosing trades k sath apny jazba increase karty jaiyn never loose heart and go ahead , aik din kamyabi apky qadam chomy gi aur dunia apko market mover k naam se jany gi
    • #3 Collapse

      dear traders,
      forex ak esa karobar he k isy bina seekhy kiya ja hi nai sakta. is me kam krny k lye isy seekhna parta he. humary yha aam tor par log ghalti ye karty hy k thora sa seekh k deposit kr lety hen. r trading start kr dety hen jo k unko us wakt tahjurba nai hota r loss ho jata he, bas wo samjhty he k wo log trading nai kr sakty to bs forex ko chor deten he, uny krna ye chahye k isy seekhny k bad demo py work kren tajurba hasil kren phir apna deposit krren inshaAllah kamyabi mily gi.
      shukriya,
      • #4 Collapse

        G haan ap agar aik bar apni amount loose kar jatay ho iska hargiz ya matlab nai k ap kabhi b kama ni saktay forex aik asa business ha jisko bagaer seekhey samjhey nahe kea ja sakta yahi main wajah hoti loss ki agar loss hojay tou business chorrna nai chaiye usko seekh aur samjah lena chaiye then ap profit ki taraf jaogay
        :p Yes You Can Do :p
        Honesty + Sincerity = Prosperity
        • #5 Collapse

          Dear friends, loss har business ka hesa hay...aur loss hamesha mistakes ki waja say hi ata hay...kuch log forex main loss anay k pa mayos ho k trading chor detay Hain...un ko chaheay k chornay ki bajay new planning k sath trading ko continue rakhain, kamyabi zarur milay gi.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Raaniwaheeda پيغام ديکھيے
            Bohat se log asay hotay hain bagaer seekhey kaam ko kertay ha ya koi discipline wagaira kuch nai hota loss krdetay haen aor phr samjhtay haen k jasa wo kbi profit nai kr saktay again deposit b nai krtay aur leave k chakar mey hotay ap asay banday ko kya sugges krogay
            agar trading krty hoy hamain loss hoto hamain disheart nahi hona chaye q k profit and loss trading ka hissa hota hai or traders ko loss honay pai dill kharab nahi krna chaye blky sahi trha trade krna chaye or acha trader bnanana chaye
            • #7 Collapse

              Me to yeh kahu ga k sb say pehlay aisay banday ko tb tak investment krni he nai chaheay jb tak wo forex ko achi tarha seekh nai leta ya forex k baray sahe tarha learn kr k practice nai kr leta. Pehli dfa loss ho skta ha lekin ic ka yeh mtlb nai k ap kbi kamyab nai ho sktay kamyabi zarur hasil hoti ha aur yeh bat zehn main rakhni chaheay k loss bhi forex trading ka hissa ha. So yeh khayal kbi na krai k ap ko aik ya 2 dfa loss ho gaya to ap kbi kamyab nai ho sktay agr hum lgataar mehnat krain gay to hum zarur successful ho jaen gay aik na aik din.
              • #8 Collapse

                jesa k GHALIB ne kaha, "Girtey hen Shehsawar hi Medan e jang me.."
                blkl isi tarah loss se insan bht kuch seekhta he, dobara uthne ki der hoti he market apk qadmo me
                • #9 Collapse

                  Je han bohat se traders ye ghalat kartay hain kay wo loss krtay hain wo samjhtay hain sab bagair sekehey samjhay work krna hay loss kay bad samjhtay shayd hum earn he nai kar saktay jab kay asa nai hota yahan wo success hota hay jo uskay liye bohat achi mehnat karta hay wo kamyab hota hay
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • #10 Collapse

                    dear friends aisi bat nahi ha k hamein loss hota ha kisi bhi trade mn to hum kabhi winner nahi bn skty , hamein chaheye k agar hamein kisi bhi trade mn loss ka samna ho bhi gaya ha to hamein agli tradekrty waqt apni pichli mistakes ko improve kr lena chaheye jis sy hamein agli trade mn loss na ho .
                    • #11 Collapse

                      Yes ye kehna he ghalat ha k agar koi loss karta ha even failure ha sab investment loss kar deta ha wo kabhi earn nai kar sakta aeisi koi baat nai ha ya samajh honi chaye skills knowledge ki base pe aik trader success hota ha jis mei mehnat ka jazba hoga wo kamyab hojay ga
                      • #12 Collapse

                        bina seekhy kiya ja hi nai sakta. is me kam krny k lye isy seekhna parta he. humary yha aam tor par log ghalti ye karty hy k thora sa seekh k deposit kr lety Pehli dfa loss ho skta ha lekin ic ka yeh mtlb nai k ap kbi kamyab nai ho sktay kamyabi zarur hasil hoti ha aur yeh bat zehn main rakhni chaheay k loss
                        • #13 Collapse

                          Kuch trader ye samjhty hain k j. Trading main loss ho jye to wo apny khud ko hi blame krty hain k shyed forex un logon k liye nahi ha. Or wo chor daty hain trading un ko ak advice ye ha k blame krny ki bajaye apni us km ko poora krain jis wajha se loss hota ha. Us week point ko pkrain phir amni mehnat se trading krain to phir loss ke bht kam chances hoty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Yes dear ap ka point bht acha ha ka agr trader ka ak bar loss ho jye to wo ye samjh le k a is k bad wo kbhi trading nahi kr skta ye soch bilkul galat ha k loss hony se har man jana trader ki koshish honi chaye k wo apny week point ko chk kray k kia ha .or is ki wajh kia ha phir asani ho gi trading main.
                            Last edited by ; 07-09-2018, 09:21 AM.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X