Forex trading k liye kitnay balance ki zarurat hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k liye kitnay balance ki zarurat hai
    Hello dosto aaj mein forex per kitnay balance ki zarurat hai is per discuss karu gi. Forex ek bohat hi mazay ka business hai is mein risk b bohat hai aur faida b bohat hai. agr app achay tarikay se study krnay k bd forex ka kam shuru karay aur ap ko demo account ki achi practise ho to ap apni income ko few minutes mein double triple hota dhekhay gay. agr ap ne bina study kiye trades lagai to few minutes mein ap ka kafi nuksan b ho sakta hai k ap ka sara balance hi zaiya ho jaye. kuch brokers ap ko kam dollar se b start krnay k liye account dety hai jis se ap 10$ ya 100$ se b kam start kr sakty ho. ek baat jo yaha samjni ho gi wo yeh hai ke micro account ki margin kam hoti hai zahir hai jitni kam investment ho gi itna hi ap k pass margin kam ho ga. kahi dafa aisa hota hai k currency ap ki favor mein hoti hai aur kahi br dusari side per move hona suru ho jati hai. ap utni trades lagay jitni ap k account mein bhardash ho.

    jis jis ko meri post pasand ayi ho wo thanks per click zarur karay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jab hum ais market par kaam sekh rahy hoty hai to hum demo par kaam marty hai to hum ko andaza ho jata hia k hum jis trading strategy par kaam kar rahy hai wo kaisi hai aor aus par humry pass kitna balnce ho to kaam kar sakty hai kuch aisi trading strategies hai jin k liay bara account zarori hai tab hi hum aus par kaam kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Aap ni hamen bahot hi achi information di hai forex trading ko ham 10$ se bhi start kr sakte hain lekin ham knowledge k bagair kabhi bhi trading ni kr sakte hain isliye hamen forex k liye mony ko ni balke experience ko prefer krna hai agar hamen trading ka experience hoga to ham forex se achi earnings le saken ge aur agar hamen experience ni hoga to ham barre se barre account se bhi koi faida ni utha sakte hain
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: venus پيغام ديکھيے
        Hello dosto aaj mein forex per kitnay balance ki zarurat hai is per discuss karu gi. Forex ek bohat hi mazay ka business hai is mein risk b bohat hai aur faida b bohat hai. agr app achay tarikay se study krnay k bd forex ka kam shuru karay aur ap ko demo account ki achi practise ho to ap apni income ko few minutes mein double triple hota dhekhay gay. agr ap ne bina study kiye trades lagai to few minutes mein ap ka kafi nuksan b ho sakta hai k ap ka sara balance hi zaiya ho jaye. kuch brokers ap ko kam dollar se b start krnay k liye account dety hai jis se ap 10$ ya 100$ se b kam start kr sakty ho. ek baat jo yaha samjni ho gi wo yeh hai ke micro account ki margin kam hoti hai zahir hai jitni kam investment ho gi itna hi ap k pass margin kam ho ga. kahi dafa aisa hota hai k currency ap ki favor mein hoti hai aur kahi br dusari side per move hona suru ho jati hai. ap utni trades lagay jitni ap k account mein bhardash ho.

        jis jis ko meri post pasand ayi ho wo thanks per click zarur karay.
        Forex trading main jo new traders atay hain unko chaye k jab wo trading krain to us sy pehle proper trading krna seekhinz tradung k baray main learning krin or ziada sy ziada learn kr k baad 100 dollars tak invest kr k trading start krain is sy ziada invest na krain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Yes dear forex trading main real account pe trading start ke liye apko experience ka hona zaruri h aur hum 100$se kaam start kar sakte hain laikin apki learning aur knowledge pe depend karta hai ke ager ap ache traders hain to ap jitna marzi chahain apna account bara kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Bhai mai apko batana chahta hun k new joiners ko cahahye k sab sy pehly woh demo par paractice karien aur achi tarah kaam ko seakhain phir ziada sy ziada 80$ invest kar k kam start karien is sy ziada karna khtarnaak hy
            • #7 Collapse

              yes new trader ko study k bad demo par practice karny chain practice k bad real account main aana chain phir wo shuru main zaida loss main ne ho gai mujhay seb se best broker exness laga us par cent account open kar lo 1.1000 ki leverage mil jaty hai 30$ se b ek pair par achi trading ho jaty hai
              • #8 Collapse

                dear friends forex mn jitna hamara balance ho ga utna hamein faida ho ga Q k jitna hamara account bonus hota ha usi ky lihaz sy hamein profit milta ha , is leye hamein is trade mn chaheye k hum regular kam karein apni investment ko behtir bna kr kuch acha profit gain kr skein .
                • #9 Collapse

                  dear leverage size ki waja se small investment par be trading ho sakti hay magar account me loss ko big capital se hi recover karny me asani hoti hay, forex business me kam se kam 200$ ki investment aur zeyda se zeyda 500$ ki investment best rahy gi, trading to app 50$ key account balance par be kar sakty ho magar achi trading aur acha profit big capital key hony se hi mumken hay.
                  • #10 Collapse

                    Dear brother forex main kam karne karne karnay kelye invest ment karna koi zaroori ha. Naya treader ko chaye k wo posting kar k apna bounes acount bnaya. Agr treader ko experience ha treade lagane ka to wo 10$ start main inwest kar k profhit hasil kar sakta ha....
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      bhai jaan yeh ap per depend karta hy k ap k account mn kitna balance ho kaun k agar ap k pas jitna zaida balance ho ga tu ap ko itna je zaida acha earn ho ga is lye sb cheeznay ap per khud per depend karti hny ....

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X