For safe trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    For safe trading
    Forex men hamen koshish krni chahiye k ham ziada se ziada safe rhe q k forex aik risky buiseness hai aur ismen hamen profit aur loss brabar hi milte hain isliye hamen apne account ko safe ralhne k liye Mony management and risk to reward ko important lena hai ta k ham apne capital ko safe rakhte huye trading kr saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai safe ho k kaam karna chaye aus k liay asan tareeka yehi hai k hum money managmnet k hisab se kaam kary ais se humry account par risk zayda ni ho ga aor agar loss hoa bhi to kam ho ga ais liay hum safe rahy gy.
    • #3 Collapse

      Yes of course my Forex trading Shiv Shankar trading Karni chahiye Hame chahiye Ke Jab Bhi Hum Apne instaforex bonus account trading Kare safety Issi Mein Hai Ke Humne jo bhi Jiska Naam Ki training ki hoti hai Auto Trading ke dauran Hame Hamesha small volume of lot size Apne instaforex bonus account ke upar use karna chahiye aur safe trading Mein Hame money management ko follow karna chahiye aur Iske Alawa risk management ko follow karte huye investment Hamesha safe amount of saving ki Karni chahiye
      • #4 Collapse

        Ye bhi ak acha point ha k ak trader ko safe trading kesy krni chye phli bat whi ha k forex knowledge second ye k account manegment bhi rakhy k kesy market ke ups down dakh kr drading kry yahi nahi k jb market bht hi kharab halat main ho to trade kray.forex rules lazmi sikhay phir hi safe trad kr skta ha .
        • #5 Collapse

          slaam to all forum members...safe trading mean safe your money app jitna risk lo ga utna he app ka srmyia mean investment risky ho jye ge hamin soch soch smj kr apna goal ko achieve krna chye ta ka app ka pisa bhe safe raha ur app aga bhe move krta rahin agr app ka capital he loss ho jye ga tu phir app trading nahi kr sko ga money ho ge to honey mila ga na..
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
            Forex men hamen koshish krni chahiye k ham ziada se ziada safe rhe q k forex aik risky buiseness hai aur ismen hamen profit aur loss brabar hi milte hain isliye hamen apne account ko safe ralhne k liye Mony management and risk to reward ko important lena hai ta k ham apne capital ko safe rakhte huye trading kr saken
            Salam Bhai Mary khayal ma forex market ma safe trading ky leya him sub logo ko zayda sy Zayda demo account py practice kr jtni zyada practice ho ge itna zyada profit hasil kr skty ha
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              yes brother jo new trader hota hai usay shuru main 1year to 2 year tk ek hi pair par hi money management karnyy chain or koshash kare loss ko 20% tk kare jab tk wo aisa nai kar sakta practice karta rahay jab is main pass ho jay phir next pair use kare profit kam ho ya zaida kafi hai bes loss or account wash na ho or aap ki practice jari rahay
              • #8 Collapse

                dear friends forex aik online business ha jis mn kabhi loss to kabhi profit hota rehta ha , forex trading mn hamein is loss sy bachny k leye hamein kuch baton ka khayal rakhna parta ha k hum is mn kisi kisam ki lalach na karein , emotional ho kr trade na karein , jald bazi na karein , tb ja k hamein profit acha milta ha aur hum loss sy bhi bach jaty hn .
                • #9 Collapse

                  g bilkual thek kah hy is mn agar ap ny apny account ko safe rakhna hy tu ap ko is mn mani manegment karni ho gi jo k ap ki her ak trade k bad karni o gi jis sy ap k account safe rahy ga is lye ap ko chahyeh k ap os check karty rahny ...
                  • #10 Collapse

                    G friends bilkul, forex ek risky business hay aur es main choti ai mistake ki waja say bi loss aa sakta hay...so trading kartay wakt hamain lot size kam rakhna chaheay aur loss ka risk minimum rakhna chaheay...ta k ap safe trading kartay hway survive Kar sakain.
                    • #11 Collapse

                      Forex trading main hamen koshish karni chahye k hum apny acount ko safe rakhen aur loss walli trade kr k apny acount ko khatam hony sy bachain yehi hamari kameyabi hy
                       
                      • #12 Collapse

                        Forex main hamen koshesh karni chahye k hum apny acount ko safe rakhen aur as main hamen many manegment karni chahye aur kam sy kam trade karen aur ziada loss sy bachen
                         
                        • #13 Collapse

                          dear friends agar hameinsafe trade chaheye k jis mn hamein kisi kisam ka loss na ho to ham ye in soorton mn mumkin kr skty hn k hum apni trade krty waqt kisi kisam ki lalach na karein , is ky ilawa jald bazi na karein , emotional ho kr trade na karein to tb ja kr hum aik safe trade kr skty hn .
                          • #14 Collapse

                            bilkul ap ne sai kaha dear forex jitni easy lagti hai uthni hai nai is ko jitna siko kam hai aur trading jb krni ho to save ho kr krni chaiye warn alose hi ho ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G bhai app nay sahi farmaya kay forex aik bht ziada risky busines hay lehaaza hamain apnay trades ko baday ehtiyaat kay sath lagani chahye - agar ham aisaa nahi karty to yeh hmaray live bilkul thk nahi hoga - forex main hmain jtna ho saky account ko bachana hay pese khud bakhud bntay jatay hotay hain agar ham money managment ko follow kartay hain to

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X