Commission fee nai hoti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Commission fee nai hoti
    Forex mein koi clearing fee exchange fee gov ki fee ya broker apni zati koi fee nai hoti pata hona chahiay han courrency ki qeemat e khareed or or farokht ka farq zaror hota hay jo broker mosul karta hay 
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend app ny billkull theek kaha forex trading main koi extra money fee ni hoti commission ni hotabdar asal jo spread hota hy wo he broker ka commission ho h6 ya app usy broker fee keh skty ho government ki koi fee ni hoti.
    • #3 Collapse

      JI bro, yhi to sub se achi bat he forex me k koi extra fee nai hoti, bus khud ki earning he ar khud ka withdrawal, koi ar apki mehnat ki kamai nai le skta
      • #4 Collapse

        thank u dear ap ne yeh bohat hi achi baat share ki hai forex mein koi b fee nai bs broker ki fee hoti hai.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Asad abbas پيغام ديکھيے
          Forex mein koi clearing fee exchange fee gov ki fee ya broker apni zati koi fee nai hoti pata hona chahiay han courrency ki qeemat e khareed or or farokht ka farq zaror hota hay jo broker mosul karta hay*
          Bhai pko ye information kisi ny ghalt information d hai forex trading main brokers bhi apni commission bhi laity hain or is k elawa jab ham aony account sy skrill main money send krty hain to uski bbi commission hoti hai or jab ham skrill sy withdraw laity hain to uski bhi commission kati jati hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Bhai mai apki baat sy agree nahi karta hun q k market mai bohat sary broker hoty hain jo apni commision kat kar apko apka profit daity hain ya apka order lagaty hain aur sath mai hi forex trading mai jab hum withdraw jis method sy karty hain us mai bhi tobtax payd karty hain
            • #7 Collapse

              Forex main exchange fise aur broker bhi apni fece leta hy aur jab hum acount main skrill karty hain os main sy bhi katoti hoti hy aur jab hum skrill sy with draw karty hain os sy bhi katoti hoti hy
               
              • #8 Collapse

                yes brother broker ki sirf spread ki fees hony chain or deposit or withdraw ki koi fees nai hony chain yeh behtar hai main ne suna hai insta withdraw fees laita hai but yeh thik nai hai yeh broker spread se hi itna kama laite hai un logo ko fees ki kya need hai other good broker to aisa nai karte
                • #9 Collapse

                  slaam to all forum members...jab hum lot select krta hain tu spread de mad main kush commission cut krta ha agr app 0.01 ke lot lagata hu tu 0.03 cut ho jata ha is ka ilwa kyia commission hota ha broker ha muga idea nahi ha app apni trading par gor krin apni achi sa achi strategy serch krin apna demo par practice krin yahi kafi ha app ka lyia broker kyia leta ha is par dehan mat dain..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Forex main kisi kisam ki koy fice nahi hoti na hi koy goverment fice aur na kisi broker ki aur na hi as busnes main kam karny ki albata agar karansy ki keemat up aur down ho to as main farq ata hy
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X