Most repeated mistak in forex by all of us.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Most repeated mistak in forex by all of us.
    dear forex members forex m wesy to hm sub koi na koi aisi mistake krty hen jiski wjha se hmen loss hota ha lekin jo most repeated mistak ha wo ha small account k sath bri lots ka lgana.aik to ham ye ghlti krty hen k account balance km hota ha aur lot bri lga dety hen aur us pe zulam ye k jb hmari trade loss m jany lgti ha to usi k against aik aur bri lot lga kr loss recover krny ki koshish krty hen jo k bht bri bewaqoofi ha.plz aisi foolish trading se avoide kren aur apna trading maturity level increase kren ta k poora mahena wait krny k bd jo bonus milta ha us se hmen achi earning ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear small account k sath barri lot ko use krne ki mistakes bahot hi dangerous hoti hai aur jab tak ham ye mistake lrte rhen ge tab tak hamen trading se sirf loss hi mille ga isliye koshish kren ta k iss mistake ko aap trading se avoid kr k best trading kr saken
    • #3 Collapse

      brother agar ap ka acount kam hy to ap yey kabhi na karen k ap bari lot laga lain as main ap ka bara loss ho sakta hy aur agar hum yeh galtiaan karty rahy to trading main na kam ho sakty hain
      • #4 Collapse

        G bhai app nay sahi farmaya aik to ham ghlti karty hain kay ham badi lots lagaa detay hain halanay hamutnaa loss bardasht nahi kar sakty lakin fr v badaa risk lay kar apna account udaa bethtay hain - hmain chahye kay ham aik apnay rules bnayein aur money mangment ko tyr karein aur uc par sakhti say amal peraa houn - yeh hamary aur hamri trading kay liye bht acha rahay ga
        • #5 Collapse

          Mera khiyal ha k ziada trader sl ya tp lagana bhiol jaty hain .to bad main kbhi pata chalta ha k loss ho gya account farigh.or kbhi asa hota ha k tade proft line ko touch kr k wapas ajati ha .dono halaat main loss hi ha ..to khiyal zroor rahmkha jarain.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
            dear forex members forex m wesy to hm sub koi na koi aisi mistake krty hen jiski wjha se hmen loss hota ha lekin jo most repeated mistak ha wo ha small account k sath bri lots ka lgana.aik to ham ye ghlti krty hen k account balance km hota ha aur lot bri lga dety hen aur us pe zulam ye k jb hmari trade loss m jany lgti ha to usi k against aik aur bri lot lga kr loss recover krny ki koshish krty hen jo k bht bri bewaqoofi ha.plz aisi foolish trading se avoide kren aur apna trading maturity level increase kren ta k poora mahena wait krny k bd jo bonus milta ha us se hmen achi earning ho.
            G Bhai AP bilkol thek ky rhy ho ky him log Jo market ma sub sy bri mistake krty ha wo ya ha ky hmra balance Kam hota ha or him log bri lots size ky sath trading start krty ha Jis sy loss hony ki waja sy account wash ho jata ha
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              yes brother aap ne boht achi baat share ki hai yeh new trader aisa hi karte forex ko juwa k tor par use karte hai is ki nishani yeh hoty hai small account par big lot use karte hai phir faisla us ki qismat kare ga juwa jeet jay ga ya account wash karwa le ga yeh kamyab trader kabi nai ban sake gai jab tk apna mode change nai kare gai
              • #8 Collapse

                bhai jan ap ka swaal bilkul thek h. asay trader jo ameer bannay ke khwahish main apnay small account par trade lgatay waqt lot size bhut bara kar datay hain yo unhain bhut ziada loss uthaana parta h. ham sab ko apnay account par trade lgatay waqt lot size bilkul choota rakkhna chahiay takih jo thoora bhut profit ho wo bhe haasil ho jay aor loss honay ka khattra bhe na ho...
                • #9 Collapse

                  g han bhai ap ny sahi bat ki hai forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain apny account ko manag karty howe trading karni chhaye jub ap apny capital k hisab se bari lot lga dety hain tu tab apko trading main loss hota hai or apka account bhi jaldi wash ho jta hai es liye bari lot main kbhi trading na kren
                  • #10 Collapse

                    most repeated mistake
                    dear forex trading me jo sub se zada repeated mistake yeh b ha kay hum baar baar loss honay kay bawajood learning or practice nehi kartay hain or phr jub humainy bonus milta ha hum greedy ho jaty hain or big lots laga kar huge profit earn karnay ki try kartay hain jis se always hamara account wash ho jata ha
                    mistake se learn na karna b repeated mistake ha
                    dear jub humainy loss hota ha to hum jub apni os mistake se learn nehi kartay hain jis ki waja se loss hota ha yeh b aik bohat buri repeated mistake ha jis ko khatam kiey begair hum kabi b profit earn nehi kar saktay hain
                    • #11 Collapse

                      sab se bari mistakes jo traders kar rahey hein woh hey greedy hona yeni keh account bohot hi small hoga aur us par trade bohot hi large lagayengey greedy banengey aur apne emotions ko achi trha se control nahin rakh sakengey jiski wjha se unhen is business mein loss hi hota hey
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
                        dear forex members forex m wesy to hm sub koi na koi aisi mistake krty hen jiski wjha se hmen loss hota ha lekin jo most repeated mistak ha wo ha small account k sath bri lots ka lgana.aik to ham ye ghlti krty hen k account balance km hota ha aur lot bri lga dety hen aur us pe zulam ye k jb hmari trade loss m jany lgti ha to usi k against aik aur bri lot lga kr loss recover krny ki koshish krty hen jo k bht bri bewaqoofi ha.plz aisi foolish trading se avoide kren aur apna trading maturity level increase kren ta k poora mahena wait krny k bd jo bonus milta ha us se hmen achi earning ho.
                        Mere Khayal Mein To Hum Sab Jo mistake baar baar karte hain woh Yeh Hai Ke Hum Mein Jab profit ho raha Hota Hai To Hum greed karte hain aur uske Alawa Hum trading karte huye market ko watch nahi padte
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          G bhai app nay sahi farmaya aik to ham ghlti karty hain kay ham badi lots lagaa detay hain halanay hamutnaa loss bardasht nahi kar sakty lakin fr v badaa risk lay kar apna account udaa bethtay hain - hmain chahye kay ham aik apnay rules bnayein aur money mangment ko tyr karein aur uc par sakhti say amal peraa houn - yeh hamary aur hamri trading kay liye bht acha rahay ga
                          :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                          • #14 Collapse

                            Kuch commen things ha jo hr trader mein pai jati ha for example gread,fear,bad money managment,overtrading.ye aisi mistakes haen jo hr trader start pe krta ha but us ko time to time pta lag jata ha k ni me ghalt kr raha hn phr aik aik kr k wo apni mistakes ko thk krta ha tb hi successful trader bnta ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yahan pr jab b haam is may kaam karnay ka sochaty han tu hamaye yahan sya kafi nuksan is waja say hota ha k ham loog yahan sya apni mistake ko repeat kakr larty han or yahan sya haam loog yahan say kuch b learning nahi karty han hamary pass information zayda honi chiye is may

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X