"Do we need to prepare before we make Trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Do we need to prepare before we make Trading?
    Yes planning and preparation is very important for a trader before start trading. Because studying and making analysis is really important for success. And last but not the least alot of demo account practice to make the strategies perfect.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji han hume trade start kerne se pehle achi si planning kerni chahiye aur aap is se apne aap ko acha prepare ker samte hain eik achi trade kerne ke liye aur loss risk bhi kam ho jata hai
    • #3 Collapse

      dear apne bilkul sai farmayan sub ko yaha py trading ma any se paly kud ko tayar karty ha taky trading karty hovy koi masla na ho ose loss na ho ose profit kama saky
      • #4 Collapse

        yes exactly, jab tak ap seekhenge nhi tab tk ap kam kase krenge bonus kase earn krenge her kam kayehi rule he pehle seekha jaye phr professionaly kia jaye.
        • #5 Collapse

          jee haan fore mein trading karne se pehle buhatr zayada zaroori hai k hum proper planning karen and trategy banayen k hum trading kis tarah karen kyun is se yeh benefit mile ga humien agar hum planning pehle se bana kar rakhein ge to humein trading karte waqt zayada scohna nahi parega and planning k sath sath strategy bana bhi important hai is se bhi humien kafi help milti hai trading mien.
          • #6 Collapse

            jee haan bilkul ya to aap kisi se traiining lo trading software use karna aur kis tarah sae phr aap traiding karo aik preparation yeh hogaye aur doosri baat yeh k aap aap study karo trading k baaray m aur knowledge haasil karo
            • #7 Collapse

              g han theek kaha ap ne forex market me bohot se traders sirf issi wajah se loss karte hain q ke wo trading ko plan kar ke nahi karte aur trade open karte rehte hain
              • #8 Collapse

                My dear friends yah is that is the accuracy abject on me i will say that it is actual acceptable for you to consistently accomplish acceptable assay that il advice you to abound from one akin to the otherat all times insta forex.
                • #9 Collapse

                  I'll claim that you need to possibly be quite concentration so that you can make very good profit and so constantly make an effort to target along with constantly acquire and so possibly be careful to discover the actual positive pattern at any moment.
                  • #10 Collapse

                    bhai aap ne to boht achi batain batai hain. main in pr khoob amal karonga. apko forex trading main kamyab honay k liay aik achi planning, strategy aur market analysis ki zaroorat hoti hai jo k aap ka perfect hona chahiay
                    • #11 Collapse

                      forex mai trade open karne se pahlay ap ko buhut analysis karne partay hain jis mai ap market ka trend check karte hain aur us ki future moves predict karte hain phir ye sab karne kay bad hi ap market mai trade open karte hain jab ap ki preparation complete hu jati hai
                      • #12 Collapse

                        humein trading karte waqt zayada scohna nahi parega and planning k sath sath strategy bana bhi important hai is se bhi humien kafi help milti hai trading mien.ya to aap kisi se traiining lo trading software use karna aur kis tarah sae phr aap traiding karo aik preparation yeh hogaye.
                        • #13 Collapse

                          my dear friend hame agar forex trading se kuch faida othana hay to hame os keliye tayar hona parheg aagar hum forex keliye tayar hokar trading karenge to hame mforex se acha faida bee melga aur hum lost se bee bach sakte hay .
                          • #14 Collapse

                            Ji han hume deal start out kerne ze pehle achi si setting up kerni chahiye aur aap is usually ze apne aap ko acha prepare yourself ker samte hain eik achi deal kerne ke liye aur burning possibility bhi kam ho jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              han jee hamko pahle khud ko forex me trade karn ke able banana ho ga or woh ham tab hi karen ge jab ham forex ko time den ge or achi trah practice bhe karte rahen ge demo account me toh ham ak kamyaab person hon ge or phir ham trade bhe achi trah kar saken ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X