"Beware of the risk?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    risk is very important or is ka dihan rakhana b bohat xarori hot ahaai trade may risk factor rakh k trade start karni chaye.. sub say phle ya dekhna hota haai k kitna loss bear kar saktay haai outna stop loss rakh k trade hoti haai ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Ap nay bikul theak kha k jo bhe es market mai kam kray tou wo risky ky bray mai complete knowlege ho tk wo es market mai durast kam kray aur zada say zadaprofit earn kr saky.
      • #123 Collapse

        forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne risks ko manage karen aur is mien ap agar proepr risk management ke sath trading karenge to is mein apko kabhi bhi loss nhai hoga.
        • #124 Collapse

          ji bilkul sahi kaha hy app ny humein chayein ky hum kam se kam risks ley jabhi hum yahan par ek kamiyab trader ban paye gy jo zaida se zaida earning karta ho ga etc etc lehaza mehnat zarur karey idher ta ky app ek kamiyab trader ban paye idher :)
          • #125 Collapse

            agar hum sahi say risk manage kar kay trading karen gay tab humari trading safe hoti hay aur humay esmain ziada risk nahi lean chaihey agar hum ziada risk lain gay to hum market main theak say kama nahi saky gay
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #126 Collapse

              Yes jesy ky forex market main trading kerty huey bahot zyada risk hota hai ky apka investment balance apki trade ki waja sy complete loss bhi ho sakta hai so apko aesy parameters use kerny chahiay ky apko apni open trade main agar loss ho bhi tou kam sy kam ho aur kuch na kuch profit hasil hota rehy tou apko aesy hi trade continue kerni chahiay
              • #127 Collapse

                humain is main risk kay bary main khbardar o kar kam karna ho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho sakti hay magr humain demo ko use kar kay hard work say kam karna hoga
                • #128 Collapse

                  Actually humy forex me aik specific point par risk take karna parta han lekin humy chahye k hum aik small risk factor par trading kary aur is business me greed se avoid kary isi trha hum Forex business me big losses se bach sakty han aur trading kar k daily ka unlimited profit bhi easily take kar sakty han.
                  • #129 Collapse

                    Yes dear ap ki nat thek ha forex bohat risky business ha agrhum is ma experience k sath kam krein gey tu hum is ma bohat kuch hasil lr salte hein hume is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye important ha
                    • #130 Collapse

                      Jee han.high riski kam hai iss main apko iss ko proper sekh k karna hota hai aap iss kam ko jitna sekh k karen gay aap utna hi kamyab hun gay aapko iss main kamyabi k lia iss main apni skills ko barhana hota hai aap iss main apbi skills ko jitna barhaien gay aap utna hi kamyab hu gay aap ko oss main loss se ba hna hota hai apka experience acha ho ga tu aapka iss main work b a ha hota chala jay ga
                       
                      • #131 Collapse

                        Business koi bhi ho, us mein risk factor rehta ha, without risk koi business nahi hota and forex mein risk is liye ziyada ha kay is mein continuously movement rehti ha and ye controlled bhi nahi ha, market kisi bhi waqt completely change ho sakti ha is liye trader ki zimidari ha kay wo risk ko madenazar rakhtay huay trading karay, risk ko avoid karna bohot harmful ho sakta ha.
                        • #132 Collapse

                          Forex trading ak riske business hy as main invest karty howay ap ko lak bara sochna parta hy ka kahi mari investment doob nay jay agher ap apni investment ko doobny say bachna chaty hy hy ap ko trading karty wqt proper mangment ka sath trade karna ho gai
                          • #133 Collapse

                            Iss kam ko itna easy ho k na karen k apko ehsas na rahe k aap ko los b ho sakta hai aako loss se bachne k lia iss main mehnat karna hoti hai iss kam.ko sekh karen loss se bachen iss k risk factors ko samjh k karen ta k aap iss main kamyab ho saken
                             
                            • #134 Collapse

                              ji hume risk leny k liye humary paas averance huni chahiy kiyon k iss mein hume awence ka huna zaroir hai iss liye hume risk leny k liye hum buhat kuch krna paray ga jub tak hum success na hu jay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Bahi Jan forex trading mein risk Lena bahot hi zarori hai Jo risk nhi leta us ko acha profit bhi nhi hota WO deta hi rehta hai risk lein aur bara risk lein taqe profit bhi acha ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X