study life me trading ki education

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    study life me trading ki education
    students agar apni study life se hi forex trading ki education hasil karna start karen gey to mery khayal me esy traders kam time me forex business me set ho sakty hey, student life me hi forex ki education hasil karna zeyda easy hay aur asani se proper education aur expernice hasil karny me asani be hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mere khyal.main student life main agar zasa tawajha apni study par di jay tou wo zada behtar hay han free time main ap.zaror forex business ko sikhe aur isabhi time day lekin zada sar par sawar nai kare is tarhahumari studu mutasir ho sakti hay
    • #3 Collapse

      g han bahi jan ye ik bohet he acha trading point hy.jis pr hum jb chahey apna kam kr sakty hn.or agr hum student sy to hum is ko part time b kr sakty hn.or hum apni study k sath sath forex ki traning or is ki learning b kr sakty hn.
      • #4 Collapse

        boaht acha sawal ha ya business bohat acha online business ha or es ko student be kar sakta ha q ka es business ko insan part time be kar sakta ha es leya it is better business for students for ever...............
        • #5 Collapse

          dear ap ki bat khush hud tak thk hy ke ager student apny study life he main trading seekhna start ker dain to wo juld hi expert ban jain ge lkn ager students time table ke sath forex ko learn kren ge to un ki study bh mutasir ni ho ge aur wo learn bh ker jain ge,students chon ke young blood hota hy fresh mind hoty hn bat ko juld pick kertu hn is liy wo forex ko juldy seekh sakty hn
          Signature removed by moderator
          • #6 Collapse

            g bilkual ap ny thek kha hy is mn jo bhe agar student agar study kr raha hy tu is ko chahyeh k wo agar firex mn kam karna chata hy tu wo is mn apni study k sath sath is ko bhe karey ga is ko phr future mn faida ho ga ....
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              students agar apni study life se hi forex trading ki education hasil karna start karen gey to mery khayal me esy traders kam time me forex business me set ho sakty hey, student life me hi forex ki education hasil karna zeyda easy hay aur asani se proper education aur expernice hasil karny me asani be hoti hay.
              Dear asal main har kisi ka apna point of view hota hay. Mera zaati khayal ye hay kay apni studies pehly mukamal karni chahey us kay baad agar forex join kari jaay to zayda behtar hay. Wajha uske ye hay kay ye buisness bht zayda tension aur 24 hours market open rehny wala hay so aap ko har time market ka he zehan main rehta hay jis ke wajha se aapko loss aur aapke study ka bhe harj ho sakta hay
              • #8 Collapse

                Dear ap sahi keh rahy hain student life mein sirf seekhy wala kam hota hay us time mein ap bahut acha knowladge hasil kar sakty hain bad mein life bahut busy ho jatiii hay jis sy waqat nikolna bahut mushkil ho jata hay is liye student ko forex fourm k bary mein knowladge hasil karna chahiye
                • #9 Collapse

                  Dear agar hum apni study life main forex ki tranning shoro kar dain to hum agay ja kar kameyab busness man ban sakty hain aur as time main hum acha knowllege sekh sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    yes brother aap ki baat thik hai lekin student apna 20% zor forex par laga sikhta hai jaisay book read karta hai aisay hi forex b read karta raha agar student apna zaida zor lagaya phir us ka school ki tarf dhyan kam ho ga phir school main kamzor ho jay ga behtar hai apna 80% zor school par hi rakhain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X