without confidence ki trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    new trader k loss ki seb se bari wajah yeh b hoty hai wo loss ki tarf nai daikhte har waqat profit ki tarf daikhte hai loss se darte hai aisay new trader ko apna mode change karna chain un ko ek pair par practice karny chain loss ko 20% tk kare koshash kare 20% ko b khatam kare jab is main pass ho jay to next pair use kare phir daikho kaisay kamyab hote hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear friends hamein confidence ky baghair trade nahi lagani chaheye Q k confidence ky baghair hm risk ly kr trade lagaty hn jis mn hamein loss ka samna ho jata ha aur aisa bar bar krny sy hum apna account wash kr baithty hn , is leye hamein confidence ky sath trade krni chaheye aur is mn kisi kisam ka lalach nahi krna chaheye .
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        My dear Brother Aslam o alikoum dear aap nay darust kaha hai kay trading kay laiy aap ko Practical ke zarorat hoti hai aur wo aap ko demo account say mil jati hai jab aap us main learn krain laiy too aap ko Real main problem kam hoti hai es laiy aap apni learning process ko teak krain loss kam ho ga aur profit main izafa ho ga

        اب آن لائن

        Working...
        X