Dosto daily forex ko join krna walon ke tadad barti ja rahi ha is ke bari waja is sa hona wala profit ha ur kaam efforts hain jo ka ajj ka ke new generation boht psand krti ha lkain sab ko ya advice ha join zaror krin lakin safe trading krin risk mat lain kyun ka ya already iyk risky business ha app is main boht sara profit bna skta ho lakin loss bhe isa he ho ga..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим