Trade ko best profit per close karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ko best profit per close karna
    Dear brother agar aap ka profit zayada bhi hai tou tab bhi aap ko aik waqt mein aik hi trade open karni chahyea aur lalach nahin karna iss se aap ko perashani bhi nahin ho gi aur jahan aap ko trade best profit dae rahi ho wahan ussay close kar dain aur new trade strategy kay mutabiq lagain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
    Dear brother agar aap ka profit zayada bhi hai tou tab bhi aap ko aik waqt mein aik hi trade open karni chahyea aur lalach nahin karna iss se aap ko perashani bhi nahin ho gi aur jahan aap ko trade best profit dae rahi ho wahan ussay close kar dain aur new trade strategy kay mutabiq lagain thanks
    G Bhai Mary khayal ma Trading ky waqat him ko greedy nhi hona chya ager him logo ko acha profit ho rha ha to him ko market ky trand ko smj ky trad closed kr Dani Chaya
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      G han ap ki post ashy hy ,forex trading main jahan ap ko profit mil raha ho to ap ko chay ke trade close ker ke profit utha lain ,trade main greed ni kerna chay keon sometime market ult chal padty hy aur profit loss main convert ho jata hy ,forex market ki movement ka khush pta ni chalta
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        achi aur successful trading wo hoti hay jes me greed na ho aur 1 time me 1 hi trade open howi ho aur kam lot size laga kar traders risk ko kam kar key trading karty hey agar open key gaye trade me profit ho jaye to market ko analysis kar key hi us ko close kar dena chaye, hamara koi trade agar open ho to hamy chaye key ham market ko us time tak watch karen jab tak ham apny trades ko close nahi kar lety.
        • #5 Collapse

          hanji bhai mai bhi app ki bat agree karta hun k jab app ki trade profit mai jarhi ho tu usko foran close nahi karna cheay ham ko trade ko hold karna sekhna cheay iss say app ki trade boht ziada profit mai jaygee aur ap k ander saber paida ho ga ju k aik professional trader mai hota hai.
          • #6 Collapse

            G dear ap ny bilkul thek kaha hy, is hawaly se hmen zra mohtat rehna hoga q k laluch buri bala hy is se bchna hoga ar hmen achy profit k liye self control py aboor hasil hona chahye ta k hat. Al. Imkan hm zyada se zyada profit earn kr sken.
            • #7 Collapse

              dear friends g han hamein trade best profit pr close krni chaheye Q k trade mn kabhi kabhi markeet bhut fast move kr rahi hoti ha aur hamein bhut ziada profit mil skta ha , lakin hamein is mn kisi kisam ki lalach nahi krni chaheye Q k agar hm lalach krty hn k hamein aur bhi profit mily to hamein trade mn kabhi bhi loss ho skta ha .
              • #8 Collapse

                g bro trade ko apnay best profit par close karna chahiey agr market trend me ha to ap apnay profit ko barha saktay hain ap ko koi pareshani nehi ho gi agr ap ki trade range market me lagi hui ha to ap support or resistance par apna take profit set kar kay market se nikal jaey nehi to ap ko loss ho sakta ha ap ko apna best profit market ki condition kay hisab se select karna chahiey ku kay forex market me hum bus aik hi stragety ya phr aik hi rules par depend nehi kar saktay hain humainy market jo dikha rehi hoti ha osi kay hisab se chalna chahiey
                • #9 Collapse

                  Han bilkul esa hi hy k some traders kuch ziyada shiyany banty hain aur dubbel trade lots lagaty hain jis k natijy mein account wash ho jaty hain humein chahiye k ek waqt mein ek lot hi istamal karni chahiye aur dusri lot ek lot ko profit mein cut karny k bad new stregity par lagani chahiye taky wo lot bhi acha profit jain kar jay aur account bhi wash hony ka khatra na ho
                  :1f63b:​BE HAPPY
                  • #10 Collapse

                    market achi terh read karnay k baad he trade lagani chaheay phir b ager trade loss main jaati hy to us k liay aap ko pehly safety precaution lay laini chaheay jo k stop loss ki soorat main han. ager ye option reh jata to phir hedging k zreay loss ko thora bahot control kia ja sakta hy
                    • #11 Collapse

                      Har trader ko chaye k apny trading ko forex k basic rulls k sath hi karay .trader ko apni sb trades pe nazar honi chaye k kon si trade kahan lagai ha kitna loss main ha kitny profit main ha .sb ka pata hona chaye.jo bhi trad mnasib profit da rahi ho market ko analys kr k uay close krna chye na k us ka wait kia jaye asa na ho k whi trade prfit ki bijaye loss de rahi ho .behtar ha profit pe close kr de
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                        Dear brother agar aap ka profit zayada bhi hai tou tab bhi aap ko aik waqt mein aik hi trade open karni chahyea aur lalach nahin karna iss se aap ko perashani bhi nahin ho gi aur jahan aap ko trade best profit dae rahi ho wahan ussay close kar dain aur new trade strategy kay mutabiq lagain thanks
                        Agar Hum trade karte huye Creed Na Kare or proper planning Karke trading Kare Toh Hum trading karke bahut accha profit bana sakte hain Kyunki Hame Pata Hoga Ke Humne Kya plan banaya hai aur Market Kaha Tak Ja sakti hai agar Hum Toh ke Laga CarTrade Karenge toh Jyada profit nahi bana Sakenge bulke loss ho jayega
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          ha dost hume asa krna chahe k 1 item ko select karen uski best analyse karen sukoon se relax hokr us k bad uski news dekhlain news na aye for example aj k din me us k bad ap us trade k lia best entry and exit point dhund kr wait karen jese he best entry point par aye to ap laga dain us trade ko or best exit point par usko close karen.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Bilkul brother agr hume zaida trade open ker k apne balance ko risky nahi kerna chaiye, sab se best suggestion tou mein yeh he do ga k aap aik target k saat chale tou yeh aap laluch k chakar se bahir he aa jaye gay , daily ka target rakh ly itne kamane per day , jaise target mukamil huwa trade close and next day trading.
                            THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X