Swap aur spread ka difference....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swap aur spread ka difference....
    Friends bahot se newbies swap aur spread ko aik hi cheez smajhte hain but ye dono different hain....
    Swap ko ham aam zuban men sood bhi kehte hain jo k as a Muslim ham apne account pe ni rakh sakte hain aur ham account creat krte waqt hi isse band kr dete hain jo k baad men ham pe charg ni hota hai...
    Spread wo mony hoti hai jo broker hamen trading kerwane ki fees leta hai aur wo hamen har trade ki ada krni hoti hai jo k hamare liye jaiz hai isliye spread ko ham swap men count ni kr sakte hain...
    Aapka kia khayal hai....?
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Very good aap ne swap aur spread men difference ko kafi achi wazahat samjhaya hai aapki baat darust hai k kafi log spread ko bhi swap hi samjhte hai ya swap ki aim qisam qarar dete hain lekin ye bilkul hi galat hai main aap se agree krta hoon k spread broker ka comission hi hota hai jo wo ham se trading krwane ka charg krta hai hamen in basic cheezon ko smajhna zaruri hota hai isliye in cheezon pe gor kia jay
    • #3 Collapse

      well information.as a Muslim hmen jo bhi business krna chahye wo swap se pak hona chahiye.aur forex m ye kam ham accyk start m he kr dety hen k swap ko bannd kr dety hen.isky ilawa jo broker ki trf se hmara spread kaata jata ha wo uski fees ha aur ye sub k liye same hoti ha so ye haram nhi ha.forex aik halal business ha so ap apny friends ko bhi invite kro.
      • #4 Collapse

        Good Bhai ap ny bahut achi information d hai trading mn swap aor spread k Barry mn swap ham khtm k sukty hain ya hamra khud ki marzi py hota hai lakin ham spread ko khtm ni kr sukty q k spread broker ki traf sy hota hai aor hamen har trade py spread Dana lazmi hota hai.
        • #5 Collapse

          Dear swap aor spread dono aleda hai jaisy ap aik trade lagaty hai to bid aor ask price mai difrence hota hai wo spread hota hai aisy hi jab ap ka order place hota hai to ap ki trade kuch loss show kar reh hoti hai wo spread hota hai baqi swap jo hota hai wo currency k hisab se hota hai agar ap strong currency ko sell karty hai to ap ko swap pay karna parta hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            slaam to all forum members...app na boht acha treqa sa wzaht ke ha bilkul isa he ha aksr newbie in dono ko mix kr deta hain sahi difference ya ha ka swap iyk sood ka option ha jo kabi plus mah chala jat ha kabi loss mah hamin ya option apna account sa disable kr dena chye ur jain tak spread ka swal ha ya broker ka service charge hota ha jo ka apna commission ke mad mah cut krta ha..

            اب آن لائن

            Working...
            X