"When you start Forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g asa hi hota hay jab aap forex start kartay hain tu phr ap ko learning karni parti hay or forex may tu kafi mahnat bi karni parti hay jasay jasay aap ko experience hasil hota hay wasy aap ko kamyabi bi hoti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Asalamualekum dear :)
      mane to 3 sal pehly shuruu ki thi trading phir becch ma kuch arsa chor b di thi kiu k sach btau to mujy loss hwa tha lekin us waqt meri apni ghalti b thi aur wo ye k mane sahi se forex ko samja nia ha ab kuch arsa pehly e dobara shuru ki ha ab dekho kismat kis taraf le jati ha
      • #33 Collapse

        mere khayal me bhai ap ne bhut achi bt ki hai me b ap ki bt se agree hon or mere khayal me Forex trading with good point few agr apko acha trade karna chahye to acha trade krkay ap assani say pate forex trade krsakein apko forex trade with achay krna ch
        • #34 Collapse

          friends, mujay forex trading start kiye hue mujhy 4 saal se uper ka time hu gaya hai, shuru mai tu ye mere liye profitable nahi tha kiu kay knowledge nahi thi itni but ab mai forex trading ko apna permanent career bananay laga hun
          • #35 Collapse

            mere bhai jaan mein tou yeh samjhtaa hoon k humein forex tarding busienss ko achi tara se kerna chahiye tahk hum achi income ko easily hasil ker sakein
            • #36 Collapse

              i start forex because i was search some online job where i get a good profit and do it easily. then i heard about the forex which is suitable and easy for me. i get a knowledge and start forex.
              • #37 Collapse

                Mujhe Forex kay business say engage huye do saal say zyada ka arsa guzar chuka hai aur main ab bhi learning position main hun. Main yeh samajhta hoon kay is business main humain hamesha learning kartay rehna behtar hai kyun kay is tarha say humain apni trading strategy ko sahi say bananay main madad milti hai.
                • #38 Collapse

                  Forex trading min humin sirf us waqat hi trading karni chahye jab hum mentally aur physically fit hon to phir hum kafi achi tarha se apni earning kar sakte hin. Es karobar min kafi moqa hota he learning aur profit ka magar us k lei humin sabar se entizar karna pare ga market ko wapas humari favour min ane tak aur phir hum kisi bhi trade min in hon jis ki movement ka humin theek andaza ho jaei.
                  • #39 Collapse

                    forex is a financial market which provides good source of income to the traders.. but the traders need to be disciplined and dedicated towards there trading and also should learn the fundamentals and technical and that helps........... when you start forex you must learn..........
                    • #40 Collapse

                      brother many takreeban aj sy 6 month pahly isko join kiya .r me trading rooz .2 pm sy start karta hon
                      • #41 Collapse

                        ji haan dear aapnay bhut achi post ki hai is mai hum gher bethay incom kartay hain and is bussniss ko mai nay 2 month phelay hi start kiyaa hai ku kay is bussniss mai hum gher bethay bhut hi achi profit kamatya hain and apnay ikhrajaat ko pora akartay hain i like forex trading........................................... .............................
                        • #42 Collapse

                          ma nay last year trading business start kia hay shuru shuru ma to mujhe is kay baray ma zayda knowledge nahn tha is liye ma nay loss bhi kia hay lakin brother jese jese ap ko is trading business ki samaj aati hay ap is say profit hasil karna shuru kar detay han. us kay liye ap ko pehlay mehnat karni parti hy.
                          • #43 Collapse

                            dear seniour ma tou abhe forex py new hon mjhy abhe tak itna andaza nhi ha abhe is k bary ma k ya hamry liye kitni benificial ha mjhy kafi umeed ha is sy k ya hamary liye bhut benificial sabit ho ge
                             
                            • #44 Collapse

                              jab be forex trading ko start kya jata he to es me all option of forex trading jin ke waja se earning hote he wo sab dek jate he un ko samja jata he un ko pra jata he os ky bad order ko lagya jata he agr ham en all awamal pr nazar na raky to fr trading nahe ho skte h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear seniour ma tou abhe forex py new hon mjhy abhe tak itna andaza nhi ha abhe is k bary ma k ya hamry liye kitni benificial ha mjhy kafi umeed ha is sy k ya hamary liye bhut benificial sabit ho ge
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X