trading kr na kia such main asan hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading kr na kia such main asan hai?
    Assalam-o-Alikum.

    yr aksar log trading ko boht he easy samjha ty hain bus ak do videos dekhi yr thori c demo pr practice ki or deposit kr laye ty hain account main or trading kr ne laga jaty hain jab k wo market ki na he new ko follow krty hain na he market k trand ko k kiya hai yahan tak un ko basic b nhi pata hota k kab news aye ge kise pair main trade kr ne chahy or kise main nhi to mery kahyal sy itna asan nhi laye na chahy trading ko dekha bahal k trading kr ne chahy. ya itne asan nhi hai trading.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading aesa business hay k jis ko karne k.liay iski tammam samjh honi boht zarori hay ye itnabhi asan nai hay jitna hum is ko samjhte hy khass tor par jo new trader hay wo is ko boht easy lete hay aur is surat main wo loss kar bethte hay trading k liay practice biht zarori hay
    • #3 Collapse

      Jo log trading ko itna asan samajhty hen aor itna light ly kr itni jaldi trading start kr dety hen unki trading ka end unki start k sath hi khatm ho jata he.q k trading itni asan nai he k hafta das din me ki iska expert ban jay bal'ky maheenon aor salon ki mehnat k bad koi expert banta he.
      • #4 Collapse

        yes brother aap ki baat thik hai forex sirf order laganay take profit lagana or stop lagana main hi asaan hai real trading karnay main itna asaan nai hai mazdoori se b mushal hai shuru main jab achi tarah sikh li phir maza hi maza hai shuru main mushkal uthana ho gi qurbani daina ho gi
        • #5 Collapse

          Dear ap nay bilkul thek kaha h. Asay trader jo kisi say sun kar ya dakh kar ya phr YouTube par dakh kar apni investment kar k forex par trade lgana shuru kar datay hn to unhay bhut ziada loss uthaana parta h. Aik acha trader bannay k liay hmmay bhut ziada mehnatt karni parti h tab ja kar ham kaamyab ho saktay hn...
          • #6 Collapse

            Dear friends, forex ap k Lea easy hay aur ap acha profit earn Kar saktay Hain agar ap ko es ki basics clear hn...but agar ap ko forex ki basics clear nai hn to trading ap k Lea bahut mushkel hay aur yah ap k Lea loss ka sabab ban sakta hay...
            • #7 Collapse

              bhai jaan ap ko is ka jaeb mn is tarah dno ga yeh in k lye aassan hy jo is mn zaida expert hny in k lye expert nhn hy is mn in ko noqsan hota hy is lye ap is ko sakh kar karey gy tu ap ko boht faida ho ga ....
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                dear brother treading kerna bahut asan ha or laikin is learn kernay kelye demo acount per practice kerni zaroori hai. trerading kertay wakt jald bazi nh kerni chaye.treade kertay wakt ap ka maind treade per foucus hona chaye..

                اب آن لائن

                Working...
                X