Sometime hum apnay khud k enemy hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sometime hum apnay khud k enemy hain
    Dear friends main ye kehna chahunga sometimes ham bgair learning kay ham real trading pay enter ho jaty hain hmare pas koe knowledge aur skills nhi hoti jo hmari big mistake hoti hai is doran ham say loss hota hai dusra ye kay sometimes hm trading ko janty hain hmary pas plannings bhi hoti hain lekin ham planning ko tor kay ham khud kay enemy ban jaty hain yani hm main lalach a jata hai jis say ham plannings k bawajood loss karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bohat acha sawal ha kabi kabi to hum apna khude ka he dushman ban jata ha q ka hum ko pata ha ka lalach buri ha to per be hum lalach karta ha es leya ya hum apna ap ka dushman huwa na .............
    • #3 Collapse

      Bilkul forex me enter hony se phly hmy forex ki pori smj honi chahiy forex ka pora knowledge or experience hona chahiy or hmy chart analysis krna ana chahiy us k bad hmy forex me enter hn ta k ap profit earn kr sken agr hmy bgair sekhy enter ho jaty hyn to wo sara hmara loss hota hy or time b waste kr bethty hyn
      • #4 Collapse

        Yes of course kabhi kabhi Humko dekhne food enemy Ban Jate Hain trading Mein Jo Bhi Hamara Pakistan Forex foreign se Gunah Se Kiya Hota Hai Hum usko market Mein a lot size kyun kar Medicaid can that high alert size Cooper trading the tear up reading turkey ham uninstall call Rex bonus work on mobile own up a date just veg Rappahannock call CDR the law stuff in the car number to her or my lost Coffeyville the whole Jetta hey how much I am opening store that's gonna suck on Saturday today at reading yesterday get sicker Medicaid can that high alert size Cooper trading the tear up reading turkey ham uninstall call Rex bonus work on mobile own up a date just veg Rappahannock call CDR the law stuff in the car number to her or my lost Coffeyville the whole Jetta hey how much I am opening store that's gonna suck on Saturday today at reading yesterday get sicker Ricky love season me boat call mom Asia
        • #5 Collapse

          Of course friends, forex main loss ka sabab han khud hi bantay Hain...ham apnay sath dushmani Jan bojh k nai kartay bal k zeyada profit ki lalach main ham say loss ho jata hay...ya ham emotional trading kartay Hain Jo hamaray loss ka sabab banti hay.
          • #6 Collapse

            Bilkul ap ki baat sahe hay bagair seekhey jab tak best learning na ho humay money invesment ki soch ni honi chaiye jald bazi ka kaam esliye he kharab hota hay abhi kisi ki learning itni enough nai huwi hoti hay kay usko demo se real pe jana chaiye pehle best skills jab hojaen uskay bad real jana chaiye yehi big mistakes hain bohat se newbies ki result phr loss ka milta
            :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

            PLEASE VISIT HERE
            • #7 Collapse

              G han ap.ne bilkul theek kaha forex trading main aksar log aesa hi karte hay k na tou wo is oar practice karte hau na hi knowledge hasil.karte hay aur real account par trading start kar dete hay jo k boht galat hay apne sath is tarh aese logon ko sirf loss ka samna hi karna parta hay ehtar yehi hay k hum pehly achi tarhapractice kare knowledge hasil kare aur phir real account par aye
              • #8 Collapse

                yes brother aap ki baat thik hai forex sirf order laganay or take profit stop loss laganay main hi asan hai real forex itna asan nai hai loss ko control karna b asan nai hai hum ko loss se larnay par b 2 year lag jate hai jo jo waqat guzarta hai hum forex ko acha time de forex behtar hoty hai jaty hai
                • #9 Collapse

                  jo banda jaldbaazi karta ha impatience ka muzhira karta ha wo forex mey kamyabi nahe le sakta ye baat sahe ha hum khud k khud enemy ban jatay hain k apni achi skills k hotay huway rules ko break kartay hain natija loss ki shakal mei aata ha
                  • #10 Collapse

                    g brother lalach buri chez hoti hai ye ap k experience ko bhi kha jati hai es lye traders ko chahye k wo lalachi pan se door rahain dosri bat ye k ap ko pahly demo account se kam krna chahye direct real account par kam karny se apko 100% loss hoga bina experience k ye kam nhi hota
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: samjust4u پيغام ديکھيے
                      Dear friends main ye kehna chahunga sometimes ham bgair learning kay ham real trading pay enter ho jaty hain hmare pas koe knowledge aur skills nhi hoti jo hmari big mistake hoti hai is doran ham say loss hota hai dusra ye kay sometimes hm trading ko janty hain hmary pas plannings bhi hoti hain lekin ham planning ko tor kay ham khud kay enemy ban jaty hain yani hm main lalach a jata hai jis say ham plannings k bawajood loss karty hain
                      Bahi aapnay bilkul sahi baat ke hay. Sab se bary dushman apny sarmaay kay ham khud hain. Jitna zayda lalach aur assolon ko ham tortay hain utna he hmaain loss hota rehta hay. Agar asoolon ko na chorin to wohi loss hmaary ly profit ban jaata hay. Es ly apna dhusman khud na banin aur rules pe kaam karin.
                      • #12 Collapse

                        forex trading main boht dafa lsos hmari apni waja se bhi hota hai jub k hum apni trdaing ko karny se pahly achi traha nalsye nahi arty hain market ko or es ilwa yah bhi hota hai k hmara mind fresh nahi hota hai or hum os main trading karny beth jaty hain jis ki wajah se hum khud koi na koi glati kar dety hain ojis ki wjah se loss ho jata hai tu hmain es bat ko vaoide karna chaye jis se hmain lsos ho osko chor dena chhaaye
                        • #13 Collapse

                          G BHAI apne bilkul thek kaha hy boht baar hum lalach my a k trade lga dety hy jis sy humy boht nuqsan hota hy hum trading k bary my learning ni krty jis waja sy humy kafi nuqsan hota hy humy trading k bary my achi trha learning krni cahiy
                          • #14 Collapse

                            bhtt dfa hai aisa howwa hai k logn ne post kia hai aut pocha hai forex mein hmara sb se bara dushmaan koon haai aur aj bhai ne bhe yeh btaiyaa hai is mein sb se bara dushmaan hum khud he haai q hm bghair kiseg strategy aur bghaiir learning se trading shuru kr detaai hain forex mein apnai real accnt se jisse hmaain nuqsan hoota hai is cheez ne bchna chahiyai aur puri tiary k sath trade start krne chahiyai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sometime hum apnay khud k enemy hain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: samjust4u پيغام ديکھيے
                              Dear friends main ye kehna chahunga sometimes ham bgair learning kay ham real trading pay enter ho jaty hain hmare pas koe knowledge aur skills nhi hoti jo hmari big mistake hoti hai is doran ham say loss hota hai dusra ye kay sometimes hm trading ko janty hain hmary pas plannings bhi hoti hain lekin ham planning ko tor kay ham khud kay enemy ban jaty hain yani hm main lalach a jata hai jis say ham plannings k bawajood loss karty hain
                              Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha Jab Hamare andar laalach Paida Ho Jati Hai To Hum Apne Aapke Hai Dushman Ban Jaate Hain Kyunki laalach bahut hi Buri Cheez Hai Iski wajah se Hamari Puri planning fail ho jati hai aur Hume profit ke Baje nuksaan Deti Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X