ASLAMUALEKUM fellow members aj main ap ko banks ka trading style btaun ga agar ap mare batae hoe batun ka khayal rakhen to ap loss se bach saken ga.
1) Fake brakeout banks karty hain yeh un ka Trading style hai iss ko hamen apne faida k lea use karna chahye kasy main batata hoon
Banks fake brakeout iss wajh se nahe karty k retail trader phansy pahle hame trader myth smjhne hai ap buy tab he kar sakty hain jub koe sell kar raha ho ga ek retail trader ka to lot size itna small hota hai k use har jagh py entry lagane ka chance hota hai lekn banks k chakar main aesa nahe wo opposite move kar k ek oppurtunity create karty hain jase he itne loog captured hoty hain k wo opposite side k lot lagaen to wo orignal lots start kar date hain aur yeh zaroori iss lea hai k banks k trade open he nahe ho sakty jub tak wahn itne loog buy nahe kar rahe hoon ge jitna wo sell karna chahte hain. JazakALLAH

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим