Account wash hony ki reasons
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash hony ki reasons
    Salam members
    Aksar logon k account trade krty waqat wash ho jaty hn ao hm sb mil k apna experience share krty hn. Mera account wash hony ki reasons ye hn.
    1. Trade py trade krty jana
    2. Be tuki trading
    3. Mony manage ni krni i
    4. Jb profit hota tha to mn thora sa e nikal leta tha jb loss hota tha to mn zyada loss kr bethta tha.
    5. Without stoploss and take profit k trade krna.
    Dear members mn chahta hun k ap b apna experience share kren ta k hm ye ghltian dobara na dohraen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan ye cheezin bhe bilkul bari wajha hain loss ke lekin mery khayal main sab se main reason jo hay wo ye hay kay suru main demo account par enough practice na karna aur koi bhe thos hikamate amli tiyaar na karna pari wajha hay. Agar ham koi hikmate amli bna kar real account par aain to ham ko bht zayda faida mil sakta hay.
    • #3 Collapse

      hna g ap ki bat bilkual thek hy is mn ap ki bat sy mn bilkual agree hno kaun k ap ny jo bnda is mn ap ki bat ko follow karey ga is mn ap ko boht faida ho ga kaun k ap ny boht achy points deya hny jo k ap ko boht faida dy ga
       
      • #4 Collapse

        account wash hony key reasons different ho sakty hey, traders ka greed karna, market me without planing aur without any strategy key over confidence ki waja se over trading karna, ye sab esy common reasons hey jes ki waja loss ka sabab ban sakty hey.
        • #5 Collapse

          brother aksar logon k acount wash as leye hoty hain woh galat trade karty hain aur trade par trade karty hain acount main thora sa balens any par neklawa lety hain aur be toki trade karty hain
          • #6 Collapse

            forex trading main usb se bari wajah account wash hony ki yah hai k tradors apni trading main lot size bara rakhty hain apni trading main jis ki wajhs e un ko bary loss k bad dobara trdaing k liye equity nahi milti hai or jub equity am hoti hai tu margin call mil jai hai tradors ko jis ki wajahse un ko loss ho jata hai
            • #7 Collapse

              dear account wash honay kay bohat say reasons ho saktay hay prominent reasons yehi hain kay logo ko proper trading may experience nahin hota unko money management nahin aati na hi wo koi proper tradng plann banataty hain or account wash kerwa letay hain
              • #8 Collapse

                Bhai jaan is mn Ap ki bat bilkual Thek hy jo is ki mean reason hy wo humeri lalach humeri juld buzi raat he raat ameer honay ka jo khawab hota hy wo hy is mn sb sy bari or mean reason is mn humeny kam knowledge or is mn kam experience bhe hy..
                 
                • #9 Collapse

                  Ji dear ap ny sahi points bataye hain aksar hamar account inhi reasons ki waja sy wash hota hay hamen in sy bachna chahiye aor ehtyat sy trading karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    bhai mujay jab bi loss howa ha us ki sab say bari waja yahi thi kay kam capital per baray lot ki trade ker dena jis ki waja say mujay kafi bar nuksan othna para ha mager ab main nay apni is mistake ko dor ker liya ha ab main apni trade apnay capital ko maday nazer rakh ker trading kerta hoon or ab mujay trading main acha profit bi honay lag gaya ha or jaha tak loss ki bat ha to business main profit and loss chalta rahta ha..mager ab jp loss mujay hota ha main us ko jald hi recover bi ker leta hoon
                    • #11 Collapse

                      Well dear ap nay bahut achi reasons explain ki hain account wash honay ki me agree krta hun. Hmain safe limit main teh kt trading krni chaheay aur account wash honay ki main reasons meray khayal main low capital pay maximum lot size lgana ic say baz dfa to profit hota ha lekin aksar loss bhi ho jata ha so risk thora lain ta k apka account wash na ho aur safe trading krain.
                      • #12 Collapse

                        jee haan bhae yahi main reason hain jin ki wja say aksar new our old traders k account wash ho jatay hain over trading nahe kerni chahy our humesha rules ko follow kar k trade karen money management ko siekhean our money of compounding ko samjhain ouir us main boht power hai isi say app ko acha profit milta hai lalauch ko apni trading main khatm karen
                        • #13 Collapse

                          account wash hony ki ye e resions hoti k post copy paste ki hoti ya achi r descend ni ki hoti ya dealy tread ki hoti Jin ok wja sy account wash ho jata r hm forex job chor dety hen
                          • #14 Collapse

                            g bhai jan mere khyal mein sbhi ka yehi triqaa hota hy jiski wajah sy acount sara ka sara wash hojata hy khtam hjata hy hmein chahye kay forex mein anay sy pehly hmein apnay emotions kay bjaye apnay mansooaby kay tehat kam karnaa chahye ager hm aisaa nhi kartay tou hmaraa nuqsaan yaqeeni hoga lehaza hmein ehtyaat bratni chahye takeh hmaraa nuqsaan kam sy kam hou
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai apki baat se main agree kerta hon ap ney account wash honey ki wajohat kafi tafseel set bian ker di hain , laluch aor knowledge ka na hona iski main reason hain account ko wash hony se bachanay k leay humain chaey achi terhan fun8and technical analysis kerain phir trade lagain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X