salam brother main ne suna hai apnay friend se wo boht pehlay bonus par work kar chuka hai daily 7$ bana laita tha bonus se us ne mujhay kahan k insta par zaida bonus bananay ki koshash na karna ek bar us ne 200$ se ek week main 400$ bana lia phir cashout kya uno ne account temprory hold kar dia kehtay hai k aap sara profit bonus se banate rahay ho invest to tum kya hi nai hai friend kehta hai daily 5$ se zaida withdraw na karna or month main kuch balance reinvest kar daina ab aap batain new rules main b aisa hai?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим