Auto forex trading kia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Auto forex trading kia hai
    Hello dosto mein yeh puch chati ho Auto forex trading kia hai aur zaida tar log yeh use krty hai is se hum ko kia faida hota hai aur humain Auto forex trading krni chaiye ya nai is se koi nuksan to nai jo hum karay aur ho sakta hai is baray mein kisi ko pata hai to share zarur karay.

    jis jis ko meri yeh post pasand ayi ho to thanks per click zarur karay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jahan tak mujhy pata hy to auto forex trading us trading ko kehty hain jis mai robot ka use kia ja raha ho means k robot khud sy feeded nizaam k tehat apki trade open aur close karta hy aur sath mai hum jo pending orders lagaty hain stopp loss aur take profit k sath mery daikhny mai to issy bhi auto forex trading mai hi count karna chaye q k yeh bhi feeded nizam k tehat lagg b jata hy aur katt b jata hy
    • #3 Collapse

      Ap jo trading main stop loss aur take profit select kerky chor dety hain jo auto per continue rehti hai aur jab market same points main sy kisi aik ko touch kerti hai tou trade automatically close ho jati hai ya phir ap trading robot sy auto trading ker sskty hain
      • #4 Collapse

        Assalamu alaikum my dear Forex trader aapne bahut acchi posting Ki Hai Main aapko Ye Batana Chahoonga ke autotrading kya hai Auto Trading ek robot hota hai woh Ishq Mita twitter4j Hum activate karte hain aur woh Hum Apni equity ke hisab se lot size aur usko Hum select kar dete Hain Jab vo Khud BA Khud trade Karta Rehta Hai Aur Hum usse profit Le sakte hain lekin long time profit nahi deta bonus account pay to wo chalta hai nahi
        ALWAYS BE HAPPY
        • #5 Collapse

          dear bro auto trade ko almost her admi janta hy trade 2 kisam ki hoty hy aik manual aur dosry auto ,auto trade robot ke through hoty hy jub ke manual trade hum khud kerty hn ,auto trade ziada sucess ni hy keon auto main robot na hi strategy bna sakta hy aur na hi analys ker sakta hy aur in donon factor ke baghair trade kamyab ni ho sakty
          Signature removed by moderator
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            forex trdaing main auto trdaing main hum rebbort trading karty hain jis main loss ka factor zeyda hota hai es liye hmain auto trdaing ki bajy manual trdaing karni chahae jis main hmain los kam se akm hota hai or risk bhi akm hota hai or hum kafi had tak osko control kar skty hain jub k auto ko hum control nhai ar ksty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X