forex mein high risk per trading krna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein high risk per trading krna
    hello dosto aaj mein yeh share krna chati ho k forex mein high risk per trading krna sai hai ya galt hai dosto meri nazar mein jo new traders hai wo high risk per trading na karay high risk matalb news trading hai jo b yeh samjty hai news trading per kam kr k wo acha earn kr sakty hai to yeh galt hai mein yeh hi khao gi wo yeh risk na lay is se un ka account wash b ho sakta hai aur agr wo krna b chaty hai to stoplose zarur use karay jb b trade lagay is se un ka account washout honay se bach sakta hai.

    jis jis ko meri yeh post pasand ayi ho to thanks per click zarur karay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jahan tak mera manna hy to agar hamary pass knowledge nahi hy forex trading k bary mai to hamain aisa risk bilkul bhi nai laina cahaye aur agar hamary pass knowledge hy to hamai ly laina chahye par mind lazmi bana kar rakhain agr profit hua to theak warna account wash
    • #3 Collapse

      bhai jaan ap ka sawal boht acha hy is mn is ka jawab mn is taarh dno ga k agar ap mn sy agar ap ka account bounce full high tu ap high rate per traiding kr sktey hny agar nhn hy tu ap ko chahyeh k ap is mn kam rate per tradiding karni chahyeh ...
      • #4 Collapse

        aslam o alikoum dear brother aap nay teak kaha hai kay agr aap forex trading main jitna risk lain gay aap ko profit bhi ho sakta hai aur sath hei sath loss bhi es laiy aap technical trade krain jis ka trader ko kafi faida ho ga es tarhan trader loss say bhi bach jaiy ga
        • #5 Collapse

          High risk trading karna
          forex me jo new trader hain ya old un ko high risk par trading bilkul b nehi karni chahiey is ka anjaam hamesha account wash honay ki sorat me milta ha
          forex me agr ap apnay risk money management kay sath trading karay gay to ap ko high risk ki lots use karnay se bachay rehayy gay
          high risk trading ka anjaam yeh hota ha kay ap normal money mangement kay sath trading kar rehay beach me aik high lots use kar li or wohi trade loss me chali gai to ap nay jo profit earn kia ho ga wo b ap kay hath se aik hi trade me chala jaey ga
          forex high risk trading aisy hai kay ap nay 1$ se 2$ kia phr 2$ se 4$ kia phr 4$ se 8$ karnay kay chakar me 0 par agay or jo apna 1$ tha wo b zaya chala gaya kaya faida howa ap ko high risk trading karnay ka
          is liey hamesha high risk or big lots use karnay se graiz karay or money management kay hisab se chalay
          • #6 Collapse

            dear frriends hamein forex mn risk ly kr trading nahi krni chaheye Q k agar hm risk ly kr trade krty hn to wo trade hamari loss mn chali jati ha , agar hamein hamari trade mn profit hasil krna ha to hamein kisi kisam ka risk ly kr trade nahi krni chaheye balky relax ho kr trade krni chaheye .
            • #7 Collapse

              Forex main humain high risk per trading karny sy bachna chahye q keh aisa karny sy hmar account wash ho sakta hai..Forex main acha profit earn karny k liye hamain chahye keh trade place karty huwe lot size ko account ki worth k mutabiq rakhain takeh humain ziyada loss na ho
              • #8 Collapse

                Dear friends, forex main survive karnay k lea hamain risk nai lena chaheay...agar ap ki trading risky ho gi to profit anay pa to ap khush ho jatay hain q k profit zayada hota hay but agar trade loss main jati hay to ap ka account bi wash bi ho skta hay.
                • #9 Collapse

                  bhai jaan ap ka sawal or jawab dono thek hy is mn mery khaya ap ko high rate market per trade nhn karni chahyeh kaun k ap agar is mn trade karey gy tu ap ko boht bara or boht zaida loss aye ga .......
                  • #10 Collapse

                    g han apki bats ahi hai forex trdaing main hmain kbhi bhi apni tdaing main high risk ko invlve kar k trading nahi karni chhaye q k ess se yah hota hai k hum apni trdaing main lsos k factor ko barha dety hain jis ki wajahs e hmain loss ho jata hai tu hmain es bat komind main rakhty howe traing karni chhae k hmain lsos hony ki srat main zeyada loss na ho jay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Bilul thek baat kari apne specially new user ko orer place high risk pe ya ziada profit ki lalach me nai karna chaiye. end meri bhi advice hy ke kindly stop loss and take profit bhi use krein warna account wash hojata hy . mera ccount bhi wash ho chuka hy stop loss har haal me lgaain ke kitna loss ap acept krskte hain is order take wo order wahin close hoja na ke wo all amount ke wash hone par close ho.
                      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X