kia aisa ho sakta hay k markeet hamaisha hamary favour main he rahay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia aisa ho sakta hay k markeet hamaisha hamary favour main he rahay?
    dear pak forum members kia aisa ho sakta hay k markeet hamaisha hamaray favour main he rahay ,kia aisa koi teacher ya knowledge hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji asa nahi huskta k market hamesha humari favour main hi rahay market ki movement achanak taiz hujati hay hamain chaie k hum sbar sy bagyr lalacg kie apnay trdaers open karain auir sl zaroor lagain takay humain zada loss na ho
    • #3 Collapse

      dear ap ka sawal bohat hi acha hai market hamesha fovor mein rahay her koi chata hai magar is laiye sikna zaruri hai aur forum humaray liaye bana hai is mein ap kafi kuch sikty hai.
      • #4 Collapse

        Bhai aisa bilkul mumkin hy k market ap k haqq mai rahay agar ap aisa chahty hain to apko ziada sy ziada market k bary mai knowledge gain karna chaye aur sath mai apko chahye k market k sath sath news k sath bhi touch rahain jis sy apko pata laggy ga kis qisam ki news market par kaisa asar karti hy
        • #5 Collapse

          Market ma hamesha kch na kch up and down lagi e rehti hain. Aik shart hy k maximum market ap k favour ma rahy wo ap ka knowledge or experience hy. Agar ap expert ho gy to ap ko wo gutts aty ho gy k market k favour ma kaisy trading karni hy
          • #6 Collapse

            Dear member aisa kbhe nahe ho skhta hai k ap is chkar mn raho k market ap k favor mn rhy bal k ap mehnat karo market analysis karo k market kahan ja rahe hai agar apko yeah sb smj a gai toh ap ko market mn kam karna asan ho jaye ga aur ap ache trha kam kar sko gy
            • #7 Collapse

              dear friend g han ye bilkul ho skta ha k markeet hamary favour mn rahy , ye is waqt mumkin ha hum apni trade krty hn aur trade krty waqt jald bazi na karein , kisi kisam ka risk na uthaen , aur kabhi bhi trade mn lalach na karein ... jis sy hamein loss nahi ho ga aur markeet hamary favour mn ho ge .
              • #8 Collapse

                bhaai jaan ap ka sawal thek hy is mn jo market hy wwo humery favour mn kabhi nhn a skti laken agar hum is mn expert hny or is mn humeny is ki full expernice hy tu is mn hhum agar kam karey tu jo k humeny market k favour ki zarorat hnh hoti bil k humeny phr is ki her ak is ki information hoti jo is mn hota hy ....
                • #9 Collapse

                  dear aap ka sawaal boht acha hy jee hann aisa ho sakta hy 100 percent nahi to 80 percent zarur ye depend karta hy ky app trade lagaty wakt kin cheezoon ka khaya rakhty hy ap ka personal analysis kis base pay hy and app kin cheezoon ko follow kartey hy ager ap trade ko samajh kay lagaien and planing sy to app ki trade app ky haal main he jaye ge
                  • #10 Collapse

                    bhai jan asa kabi nhi howa na he forex me hota hai es me apko up down milta rahta hai market kabi aik he jaga nhi rukti es lye ap ko market analyse krna chahye us k bina ap trading na karain
                    • #11 Collapse

                      yeh aisy hi ha kay hum itnay baray samundar me har baar hath dalay or hamaray hath me har baar machli ho
                      jo loog samudar me machli pakarty hain wo kai kai day samundar me rehtay hain phr ja kar kuch machli un kay hath me lagti ha agr wo aik hi jaga bethay rehay to khali hath lotna parta ha
                      forex b aik aisi hi cheez ha agr ap ko forex se profit hasil karna ha to ap ko bohat zada hard working karna paray gi kabi ap ko technical analysis se help laina paray gi kabi ap ko fundamental analysia ki need ho gi kabi ap sentiment kay pichay bhagoo gay to tub ja kar ap success ho gay forex aik business ha or business me success mehnat se milti ha yeh koi buy sell ka game nehi ha
                      ap ko apna mind bilkul clear karna bo ga forex kay baray me or ap ko samjna ho ga kay forex ka 2nd name hardworking ha agr apnay is field me success hona ha
                      • #12 Collapse

                        Bohat acha sawal ha market kabi kabi hamara fever kata ha jo hamara leya bohat acha ha leken es tara sometime ho ta har waqat es tara nhi hota ha es leya hum ko market ko har waqat look karna chaheya............
                        • #13 Collapse

                          Dear friends, aisa possible nai hay k market hamesha ap ki favor main rahay...q k market ki movement ko sometime koi news change Kar sakti hay jis ki waja say market apni direction ak dam change Kar leti hay....aisi condition main senior traders bi helpless ho jatay Hain.
                          • #14 Collapse

                            Dear Aysa ho sakta hai ka forex ki market hamesha hamari favour main raha hai.Agr ap aysa krna chahty ho to apko chahiya ka forex ka zada se zada experience hasil karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              nahi bhai aysa nahi hota hai market he tu any time hmar opposit move kar jati hai jis ki wajahs e hmain loss hota hai yah tu hmari ability hti hai k hum os tim eko pakr lety hain jub market min hmary favour main hoti hai nahi tu market aik sec main move kar jati hai hmary ahgaisnt main es liye hmasisha he hmari trdaing k liye market hmary favour main nahi ajs kti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X