Don't trust on signal application and websites....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't trust on signal application and websites....
    Friends now a days kafi signal provider hain aur signal k liye bahot sari applications bhi hai aur websites bhi hain hamen kabhi bhi kissi application ya website k signal pe trust ni krna hai agar aap ziada krte ho to bas only idea lo lekin apne analysis pe hi trust kro tab hi aap kamyab ho sakte ho q k forex men har admi k analysis theak ni hote hain aur wese bhi kissi application pe trust ni kia ja sakta hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend app ny billkull theek kaha forex trading main bahoot sy log mean websites and 9ld trader hain jo market analysis ker k signal dety hain , ye signals theek b hoty hain lakin aik baat yad rakhy ager signal lena b hy to 2 ya 4 mukhtalif signal ko read ker k apna analysis lazmi kery kyn k wo signal app ki strategy ya app k account balance k hisab sy nahi hota.
    • #3 Collapse

      main ap ke es bat se fully agree krta hon or main bhe signal or indicator or news per believe nh krta hon agar ap log khud hard work krte hain or khud se mehent krte hain tu ap zida best trading ko market ko watch kr skate hain or apne analysis se trading bhe bht he best kr sakte hain es liye application per or signal per main bhe believe nh krta hon
      • #4 Collapse

        G han jnb aap nain bht hi achi baat batayi hai aaj kal kaafi group hain jin main signal providing ki facility moujood hai pr in main say bht kam log hi sahi signal provide kartay hain is liye humain chaye k khud mehnat karen ayr analysia kar k khud apni narzi ki trade lagayen nan k doosron k saharay bethay rahen khud ko kisi pr depondend nan karen
        • #5 Collapse

          There are many websites in internet jo trading k signals de rahi hoti hai but hum ko aise hi in signals per se trading decisions nai le lene chahye hum ko or b zariye se trading ki analysis ker leni chahye like hum ko news check kerni chahye, hum ko forecast dakhni chahye, indicators ko use kerna chahye or expert traders ki tips leni chahye in sub se analysis kerna chahye or sath me phir websites use kerni chahye analysis k liye.
          • #6 Collapse

            dear ap ne sai kaha hai mein ne khud b azmaya hai jo signals dety hai aur kafi websites hai in per mein ne kam kia hai per koi faida nai howa lose hi howa hai is liaye khud sik kr kam krna chaiye yeh hi sikaa hai mein ne.
            • #7 Collapse

              forex k signal k related daily basis p different types ki videos bhi youtu pe upload hoti rehti hen usky sath sath lecture bhi chlty rehty hen to zruri nhi k unky analysis correct hon.wo jo just apna channel subcrisub krany k liye ye sub loly pop krty hen.to apni stretgy aur analysis sub se best hen.so khud mehnat kren aur kamyabi hasil kren.
              • #8 Collapse

                g haan humean sites ya signal provider k oper trust ya un k signals follow kernay ki bajey apni learning k oper tawaja dini chahy pher he hum us forex main acha profit earn ker sagty humean jab khud forex ka knowledge our demo trading say experience aa jeay ga jab hum market ko khud analysis ker lain gay to pher humean kisi ki bhe zarorat nahe parey ge
                • #9 Collapse

                  slaam to all forum members...ajj kal ya cheez boht ahim ho gye ge har banda kush sa mehnt nahi krta signals ka picha bagata hain is ka lyia boht se apps ur groups bna howa hain dosto wo app ko bewaqoof bna raha hota hian kyun ka jiss platform par app un ko join krta ho wo un par advertising sa $ bna rha hota hina un koi kush idea nahi hota signals wgra ka kush auto robots ko connect kyia hota ha jo kud ba kud signal generate krta rhta hain ..
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                    Friends now a days kafi signal provider hain aur signal k liye bahot sari applications bhi hai aur websites bhi hain hamen kabhi bhi kissi application ya website k signal pe trust ni krna hai agar aap ziada krte ho to bas only idea lo lekin apne analysis pe hi trust kro tab hi aap kamyab ho sakte ho q k forex men har admi k analysis theak ni hote hain aur wese bhi kissi application pe trust ni kia ja sakta hai
                    G Bhai AP bilkol thek ky rhy ho ky him logo ko kisi website ky signals ko follow nhi krna chya bilky him logo ko kud sy market ky trand ka andza lgana chya jis sy him log market ko smjny ky kbl hoty ha
                    Removed by Moderator.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      g han bhai apki bats ahi hai r main apki bat se garee hun forex trdaing main ab boht setrador trdaing k liye signals dety hain or sath he apko boht se websites bhi milti hain es liye bhatr yahi hai k apny anslyes par treust kar k trdaing karen ta k apko apni ability par confidence ay or ap forex main kmaayb ho jaen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X