"Never to be so confident in Forex ?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    yes is kaam mey apa ko confident rehna hey tho aap ko is kaam mey confidentially kuch nahi hota aap ko confident rehney key ley aik achi level leni hogi or thab hee apa koi is kaam ka faida miley gaa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      zyada confident mt ho aur forex ko sab join kar saktay hey aur students bhi join kar saktay hay ager ap forex ko time nahi deh sakty tu phir ap ko loss hoga kiyon kay ager ap forex ko learn karty hay tu phir ap forex ko sekho kiyon kay yeh bahot acha business hy aur is mein koi fraud bhi nahi hay .
      • #213 Collapse

        Yes dear ap ne bilkul sahi kha k forex trading me cofidence ek bohat achi cheze hi lakin over confidence forex trading me ek bohat bori cheze hi jis se hum sab ko bachna chahye or confifidence k sath trade krni chahye but over confidence k sath nahi krni chahye...
        • #214 Collapse

          forex to confidence mangta hai ap sey aur is k baghair ap trade karnaingey to ap ko is ka ziada faida hasil bhi na hoga
          • #215 Collapse

            forex me confident hona chahiye lekin zyada over nahi hona chahiye kiun ke over confidence he ham ko is me loss pohanchata hai is business me i think ke forex me kamyab hone ke lye ham ko mehnat karni chahiye takey ham zyada se zyada faida utha saken is se .
            • #216 Collapse

              dear friends.ap ko nsa sirf firex balke kisi b kam me zrooret sa ziada aitamad nai hona chaiye q k jab ap zrooret se ziada puraitamad hoty hain to ap ko loss ka khatra hota hy jo k ap k liye nuqsan da hy.is waja se ap ko profit ki jaga loss hota hy
              • #217 Collapse

                blkul itna confident bhi nahi hona chahiye kay ap ko agy ja kay apny is confident ki waja se nuksan uthana par jae khud pe confidence hona zrur chahiye par itna zada bhi nahi hona chahiye kay ap nuksan kar rae or ap ko samjh na ae.
                 
                • #218 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: work21 پيغام ديکھيے
                  Confident is a good thing we should have, but if we are over-confident then it may turns into a boomerang which can hurt our self when facing the uncertain problems and suffered a heavy lost.

                  "Right Or wrong"
                  hum forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ka bad hum is ma eran kar ta hah or is ma hum ko is ma loss ho ta ha to hum is ma phir sa pasa ko lage kar hum is ma hum trade kar ta ha or is sa hum is mam eran kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar hum is ma eran kar ta ha or is ma trade kar ka hum is ma erran kar ta ha or is ma erran kar ta ha
                  • #219 Collapse

                    blkul forex se hamary life style mein bht asar parta hai positive asar parta hai hamary liye bht asaniya paida ho jati hai jis se ham mein agy bharny ka mazeed shoq paida ho jata hai or ham mazeed agy bharny lagty hai.
                     
                    • #220 Collapse

                      Over confidence is really a bad part of our personality, but however, we should be confident about what we are going to do, its depend upon the situation, where your confident can be shaked if you got any loss, so be careful in trading always.
                      • #221 Collapse

                        absolutly right yes confi dence is as good thing but if we become over confidant so we willl get only loss is liye hamein baghair over confident hue ye business kar na chahiye.
                        • #222 Collapse

                          Asslamu Allikum wa Rehmatullahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh harmahu dear for ex members ap jb bhi trading krtay hain meri nazr main to ap ko confidence hona chahiye magr over confidence se bchna chahiye kiun kay jb ap over confidence mian trade krain gay to ap ko boht zayada loss ho skta hai.
                          • #223 Collapse

                            dear yes over-confidence hmare lye bora sabit ho sakta hai because hm over-confidence ho kar koch na koch galti kar data hin go hamen lose dete hai is say hm zyada trading bhe nahe kar sakte.
                            • #224 Collapse

                              Aap thek keh rhe hain, over confidence se loss hi hota hai. Over confidence ki waja se hum bagher soche samjhe trade open kar ke loss karte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                assalam o alaikum abe to me new be hn humy comfidence se trading karni chai ha or jub hum ek acha trader bun jai to over cofidence nai hona chai ha q k markit kabi bi loss me ja sakti ha thank you

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X