"how important role capital plays in forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Sir apko is may sab say pehlay to apko forex ka kaam seekhana chahiye us kay baad apna capital ko big rakhay us kay baad hi is may kuch mil sakta hai balance ho ga to hi is may ap ko profits ho ga is kay ilwa or kuch nahi milay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      mairy khayal mai to capital bohat he important role play karta hai. kyu k ham ko forex mai bohat zayada capital ki zarorat hoti hai. is liye ham ko chahiye k ham apna capital zayada rakhen taky ham ko forex trading mai profit b zayada ho.
      • #63 Collapse

        Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per apna capital ke bare mai pocha hy tu bhai g forex mai capital ka bohat eham roll hota hy jis sai trading mai help milti hy
        • #64 Collapse

          forex treding bixmznees min capital karna buhat hibzyda zaruri hy kun kah is ke bina hum is biznees min kamyab nahin ho sakte hyn ye buhat hi zyda imported hy
          • #65 Collapse

            bhai pata nhe kiya liha hua hai .. banda english may nahe likhta agr itni mushkil bat likhni hoo.. it is not clear what you are trying to say or may b i am new here and i can not understand the concept that what you are taking about...
            • #66 Collapse

              capital bhi forex trading ek business mien apko chahiye ke ap increase karen is mien agar apka capital big hoga to phir ap is mien kaafia chi trading kar sakte hian.
              • #67 Collapse

                capital humary liey bohat eham hota hay agar hum apny capital ko safe rakh kar trading karen gay tab he hum esmain kamyab ho sakty hay aur capital ko tabhi safe kar sakty hay jab trading ko achi trha seekhy gay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #68 Collapse

                  Capital apka jitna zyada jota hai utni hi large lot size ky sath ap aesy pair main trades open ker sakty hain jin main spread bhi kafi zyada hota hai aur market ki movement bhi same pairs main kafi zyada hoti hai jo apko less time main trading kerny per kafi zyada profit provide ker sakty hain
                  • #69 Collapse

                    humain is main agr kam karna hay to humain learning kar kay ahcy say kam karna ho ga magr humain market main capital ko use kar kay achy say kam karna ho ga ta kay loss km ho
                    • #70 Collapse

                      Big capital aap ko big profit lenay main help karta hy. Lekan big capital sey ziada important yeh hy keh aap ko seekh chukay hain aur aap ney forex ka experience bana lia hy ya nahi. Jab tak aap ki trading perfect nahi ho jati, aap big capital use na karain. Experienced traders big capital ko use krtey hain aur big risk ley kar big profit banatey hain.
                      • #71 Collapse

                        Big capital aap ko big profit lenay main help kart hy lekan big capital key sath sath aap ki learning bhi honi chaheye. Learning key baghair aap achi earning nahi kar saktey. Sub sey pehlay forex ko learn krain, is ki strategies ko seekhain aur phir real account main confidence key sath trading krain takeh big capital sey big profit bana sakain.
                        • #72 Collapse

                          hamain capital utna hi rakhna ho ga jitna hamain experience hasil hai aur hamain trend ko use kar k hi hum market main trend ko use kar k hi hum acha earn karein gay aur market main sucess ho sak
                          • #73 Collapse

                            capital he humari main cheez hoti hay agar hum apny trading capital ko shai say manage kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain dil lga kar focus karna chahiey
                            • #74 Collapse

                              capital ko bi mange kar k hi trade karni ho gi ta k market main run karein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karni ho gi it is best
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Forex trading aik aisa karobar hy jis main agar ap ny kafi ziada nafa lena hy to apka account bslance bi ziada hona chahiy aur agar ap ka account balance ziada ho ga to ap market main khuly dil sy dakhil hon gy aur bahut ziada profit bi bana pao gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X