Forex trading mein parabolic Sar indicator use krnay tarika

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein parabolic Sar indicator use krnay tarika
    Hello dosto aaj mein ap sb k sath forex trading mein parabolic indicator use krnay k batao gi. Parabolic Sar ek aisa technical indicator hai jis ki madad se traders ko currency wegera ke mumemtum ki semat direction janay mein madad milti hai. ek bhetrareen indicator jo market ke majuda trend ke khatam honay ki bawaqat nishandai krta hai. parabolic sar stop and reversal mashur tecnician wells wilder ne taruf krwaya tha. is indicator mein baqi indicators ki tara na to chart per lines banti hai aur na hi baz jisay moving average / bolligar band ya MACD mrin hot hai . is indicator mein chart per candlestick ke uper ya nichay gol dots banty hai jo market trend ki tabdeeli ki nishan dai krnay mein madad gar banty hai. Trading mein use kisay hai is indicator ko buy ki trade jb parabolic Sar ke dots candlestick ke nichay ho to buy ka signal hai aur jb parabolic ka nishan ko majuda candlestick nichay se touch karay aur is ki direction badal jaye to yakeenan phelay is ka nichan candlestick ke uper tha aur ab is ka nishan majoda candle stick ke nichay ban jaye to buy ki trade laga de. sell ki trade jb parabolic sar ke dots candlestick ke uper ho to sell ka signal hai .jb parabolic ka nishan ko majuda candlestick uper se touch kr lay aur is ki direction badal jaye to yakeenan is ka nishan candle stick ke nichay tha aur ab is ka nishan majuda candlestick ke uper ban jaye to sell ki trade laga de. trade kb band krni chaiye ap ne jis trend ko dhekh kr trade lagai hai jb is ke mukhalif trend mein ya indicator dots banana shuru kray to three candlestick per banay ke bd wo trade band kr de.

    jis jis ko meri yeh post pasand ayi ho to thanks per click zarur karay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein parabolic Sar indicator use krnay tarika

    اصل پيغام ارسال کردہ از: venus پيغام ديکھيے

    SAR parabolic ki strategy bhi bahut simple hai aap yahan par essay strategy ko is tarike se istemal Karoge ke aap Jab Koi chart frame change karte ho matlab h once 41 per Aate Ho To fir Udhar hi ek dost Hota Hai Aise parabolic ka Agar last candle se Market Jaipur se bole ke ko Breakout karta hai to market Usi Jaane per Jaega Ja Tu Agar vah Jo darte Hai Is Tarah Upar Baitha hua hai use Waqt aap Uske simple strategy ko hasane ke sath samajh sakte ho ...
    Visit My Profile
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein parabolic Sar indicator use krnay tarika

      hamy indicator ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is mai successful ho sakty hai agar hum indicator ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss bhum apne he waja sy karty hain hamy is main soch samj kar kam karna chahey hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey yai kabe be band nahe ho sakta

      اب آن لائن

      Working...
      X