"how to control greed and fear ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    my dear gold ho ya eur mere khyal me to har trader ko hamesha pair me trading karni chahiy jis k bary me usy sab se zyada knowledge or experiance ho warna to profit ki bjay zyada tar losses ka hi khatra rehta he or boaht sary trader is tarha trading b chorr dety he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Asslam o aliekum! Yes theek kaha apnay k ajj kal kay youth mein greed bhe buhat hai and fear bhe, bss humain trading karty waqt confident hona chaiye aur greed and emotions ko control karna chiaye taky hum acha profit hasil karskien
      • #33 Collapse

        yes youare right hamen apne emotions ko control krne k liye koi acha tarika kerna chahye jsse ap dusro k bhi btate hue hesitate na hon, or agr ap fresh feel krna chahte hi he to api family k sath time spend kren.
        • #34 Collapse

          forex may zayada ki lalach trade start kerne se pehle hi khud ko itna strong banana chahye karjatay hai is waja sey kay hum................
          • #35 Collapse

            Greed and fear yeh natural cheez hai jo har insaan k andar hoti hai humein greed and fear ko khud hi control karna chahiye, greed ko hum is tarah se control kr sakte hain jab hum aim bana kar trading karenge and jab aim pora hojaye to trading stop kar dein and fear hum is tarah control kar sakte hain jab humein apne upar confidence hoga and jab humare pass experience hoga to khud hi fear bhi control hojayega.
            • #36 Collapse

              Greed ko control Karnay K Liye best Tarikaa ye hai k Aap Target Set Kar k Trading Karain Market main jab Target Achive ho jaye Tou usay Aglay Din Tak K liye chor Dain,Fear Factor ko control Karna Mujhe nahin Ataa Coz main itnaa Kamzor Dil nahin Rakhtaa K choti si investment Dobnay Say Dil har Jaoun,han Proper Money managmenr buhaat Zaroori hai
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #37 Collapse

                ge brother aap ne thek tarh se greed aur fear ko control karne ki wazahat ki hai mere sath be ye problem hai aur maine ab greed aur fear ko kafi had tak control kar liya hai apni skill per condeinet kar ke aur mazeed skills se hum dono ko control kar sakte hai.
                • #38 Collapse

                  risk be kam hota hy or loss be kam hota hy. Itni zayada tension be nahi hoti. Trading ko zayada say zayada seekha jaye or confident ho kar trading ki jaye.This is very important thing for every new trader that k how to control greed and fear in forex trading working so my dear when we get take profit from any pair
                  • #39 Collapse

                    g g bhai fear forex main nakami ki waja hai. humain isy controle karna chahiye. is k iye zarori hai k mind ko fresh rakha jay. apny andar confidence laya jay. aur forex ko aik business samij k kam kea jay. tb he hum kamyab ho sakty hain.
                    • #40 Collapse

                      Bahi is me greed aur fear ko bari asani ke sath control kia ja sakta ha ager aap in cheezo per aml ker le to wo yeh ha. app ko is business ke bare me information honi chaye aur aap ka expreince zeyada hona chaye jies se aap fear aur greed se bach jaye ge.
                      • #41 Collapse

                        yah greed buhut buri cheez hai tu hume chaye ke hum shoro me zyada greed na karen aur apno emotion ko control rakhe to ap ko buhut profit hoga aur loos hone ke chance kam ho jae gai aur proper planning kr ke trade kren
                        • #42 Collapse

                          Very well said.. Greed and fear are the biggest enemies of any of our work.. We need to control both of them very efficiently in order to get success in any field. Either it is in our life problem or it's forex trading. we need to control these two things for best result.
                          • #43 Collapse

                            forex trading main loss kafi possible hai is main kuch b mumkin hoskta hai loss main to ap ko karna yeah chiaye hai k ap apny capital ko jitna safe karaye fy outna loss sy dur rahy gy aur profit main aty jaye gy..............
                            • #44 Collapse

                              mere bhi ap apny greed or fare ko ni rok sakte ho ap ko chaye k ap koi mistake na karo agar ap ko kuch loss ho ga to ap bt he kuch seakh sago gy k lalach sy ap ko loss b hota ha or ap[ ainda kbi zayda ki lalach ni karo gy apko chaye k apna kaam aram sy karn or kuch b asa ni karo k ap ko loss ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Asalam O Alikum jee doston forex trading kam hi esa hai key insan greed ho hi jata hai is main ap ko apney ap khod hi control karna ho ga jab ap greed pey control paleyn gey to ap ko fear pe khod hi control ho jaey ga kiun key greed loss karwata hai jab ap ka loss kam ho ga to khof nhi khatam hojey ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X