"how to control greed and fear ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    agar ap iss busienss ko achi trha learn karen or full experience k sath iss ko karen or apne andar se greed ko door kar den to mera khiyal hay k apk andar se fear door ho jaega or ap acha earn ar lenge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      bhai jaan apne baat to bhot he ache kahe hai per mai samjta humay is per greeds nhe karna chiaey or mai nhe samjta hu hum greeds ko control kar sakte hai
      • #213 Collapse

        Assalamu Alikum dear... :) forex trading me kamyab insan wohi rhta h jo in dono cheezo par kabu pa leta ..apni trade krtay wqt confident rhayn or ik reasonable profit p ussay bech day zyada greed hamesha loss ka bais bnta h..
        • #214 Collapse

          ye tu insan k apny control main hota hai k wo kaisy apny fear ar apny gread ko kaisy control krta hai ye nahi janty hum
          • #215 Collapse

            Forex trading aik buhat hi acha karobar he hum es karobar min jeise jeise work karete hin to humin es kaorbar min greed aur fear se bhi wasta prta he greed to ye he k hum es karobar min zarorat se ziyada risk leite hin aur chahhte hin k buhat hi ziayda earning ho aur phir hum apne loss se bhi darte hin k hum nahi chahte hin k loss ho jaei magar ye karobar he loss aur profit hasil karne ka jeitna hum risk lein ge uthan hi humare profit earn karne k chances barh jaein ge.
            • #216 Collapse

              Agar kam lot size per trading ki jaye tou risk be kam hota hy or loss be kam hota hy or profit mai is ma na loss ka fear hai na profit ka greed
              • #217 Collapse

                our trading wali cheaz to bhoot zada achi hay ka our trading nah karni chaiya kuy ka is sa hamera he loss hay is lia kam sa kam size pa bi trade yeh be acha hay laken sab sa zada zoori hay ka our trading nah karni chaiya
                • #218 Collapse

                  assalam aalikum friends jasay k bhai ka question hai k forex mai greed ko kasay control kiya jai tou asa hai k ap apny kam mai focus rakhy aur khoshi karay k ek had tk kam karay jis say apki zarorat puri hojai.. thanks
                  • #219 Collapse

                    dekhay agar humey forex main kam karna hai tou greed or emotions ko control karna chahiyay or hum apnay emotion ko jabhi control kar saktay hain jub hum apnay app ko mazboot bana lein gay or learning karein gay
                    • #220 Collapse

                      G han lalach aur darr dono he trading k leay nuqsan ka bahis hain. Esi wajah say boht say trader apna nuqsan karwa laity hain aur phir kehty hain k Forex trading nuqsan day business hae. Hala k ess main tama tar zimdari trader ko hoti hae.
                      • #221 Collapse

                        trading main loss kay sub say bary factors main greedy and emotions and fear ka bohat bara enter fear hota hay aur jub tak ap emotions ko control nai karian gy aur greedy ko leave nai karian gy tub tak na to ap achy trader ban sakty hain aur na acha profit hasil kar sakty hain
                        • #222 Collapse

                          In my opinion that we want to control the greedy and fear then e are get the study of the Forex market and plan a strategy.
                          Then we are perform the best and good work in the Forex market.
                          • #223 Collapse

                            Greed or fear two bad mistakes hain trading mein agar in ko avoid nai kera to Forex mein success hasil nahi ho sake gi or greed or fear ko control kerne mein patience important role play kerti hai or planing se confidence se trading kerne se b fear control hota hai or greed ko must avoid kerna chahye trading mein.
                            • #224 Collapse

                              The new traders also show the greediness in the trading when they are earning the profit. In the end of the trading they also face the loss due to the emotions. The trader should control this habit and enhance the knowledge skill and experience of trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Assalaam oalaikum Greed ko control or fera ko controll karne k sirf ek hi tareeka hai aur wo tareek aye hai k ap demo par pactice khoob karen aur jab aap ko lage k aap perfect hain then aapko trade lagadena start karna chahiye live account par usse pehle nei usse pehle sirf practice karen jitna hosake aapse.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X