ap ka emotions ki waja se apki trade loss me jati hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ap ka emotions ki waja se apki trade loss me jati hai
    Hello friend mein ap sb ko yeh batana chata ho k forex trading mein ap apnay emotions ki waja se lose mein kiu jatay hai. jo b new traders hai wo forex mein kam krnay se phelay yeh sochty hai k wo ek din mein hazaro kama lay per yeh galt hai jo b aisa sochta hai wo galt hai forex ko business ki tara samjo aur jb b trading karo to market ko analys kr k phir trade karo aur emotions per control kr k karo to kbi b lose nai ho ga ap sb ko.

    jis jos ko meri post pasand ayi ho to thanks per click zarur kr de
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex ma har din aik naya din hota hay aur aur har roz aapko new experience hota hay aur market pichly din se different behave karti hay. Kuch na kuch naya seekhny ko milta hay. Lekin us kay sath apny emotions ko bhe control bilkul karna chahey. Emotions hmesha aapko nuqsaan dety hain aur aapko emotions ke wajha se loss hota hay.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
      Hello friend mein ap sb ko yeh batana chata ho k forex trading mein ap apnay emotions ki waja se lose mein kiu jatay hai. jo b new traders hai wo forex mein kam krnay se phelay yeh sochty hai k wo ek din mein hazaro kama lay per yeh galt hai jo b aisa sochta hai wo galt hai forex ko business ki tara samjo aur jb b trading karo to market ko analys kr k phir trade karo aur emotions per control kr k karo to kbi b lose nai ho ga ap sb ko.

      jis jos ko meri post pasand ayi ho to thanks per click zarur kr de
      G Bhai AP bilkol thek ky rhy ho ky jb him log apni trading start krty ha to is waqat him sub logo ko apny emotion ko control ma rkna hota ha ager him NY acha sy acha profit hasil krna chty ha or him ko greedy bi nhi hona chahya
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        g han apki bats ahi hai forex trdaing main hmain kabhi bhi ayh bat soch kar trading nahi karni chhayae k hmain bari amount main profit ho ga laalch he apko loss ki traf ly jaat hai tu kbhi bhi apni trading main apny emotion ko pvercontrol na hony den yahi apki trdaing main anemy ban skti hai apki
        • #5 Collapse

          g bhai bilkull ap ne thek kaha hai ye emotions sab me he hoti hai k log raat o raat ameer banna chahty hain mgr ye kam raat o raat ameer banany wala nhi hai balkah ye ap ki mehnat or experience py depend karta hai k ap es se ketni money generate karty ho
          • #6 Collapse

            Dear apne bilkul thiek kaha ka apke emotion hi apko loss tak le jaty hain.Dear kabhi bhi forex par emotion ka sath trading ni karna chahiya balky sabr ka sath trading karni chahiya.
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager ap apni emotion pa kabo kar sakta ho to per it is better for you so if you will not consentrate nhi karsakta ho to per apko nuksan be ho sakta ha es leya it is better ka ap emotion ma trade na kara .............
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                bhai jan ap nay bilkul kaha h. kuch nay trader asay bhe atay hain jo aik he pal main ameer bannay ke khwahish rakkhtay hain. lakin aisa mumkin nhe h. hmmay shiru shuru main bhut ziada mehnat karni parti h tab ja kar hmmay kuch na kuch haasil hota h...

                اب آن لائن

                Working...
                X