Bohat se log give up kar detay hain jab k wo success achieve k kareeb hotay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bohat se log give up kar detay hain jab k wo success achieve k kareeb hotay hain
    Dear members baaz time log itni mehnat kartau kuch apni thori si ghaltiyon ki wajah se waqti torr pe loss ka shikaar hojatay hain disheart hojatay hain give up k chakar mei hotay hain jab ap loss krky lesson letay ho tou samajh jao ab ap success ki taraf jaogay bs thora patience aur planing ki zaroorat ha then ap ko give up nai krna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai main ap se agree karun ga ke jub ap ek cheez ka irada kar lain to takmeel tak jaen koe cheez namumkin nahe insaan ko apne koshis jari rakhni chahye
    • #3 Collapse

      Dear friends app ny billkull theek kaha forex trading main profit and loss business ka hisa hy humy loss ki soorat main demotivate ni hona chaheay billkeh loss sy lesson gain ker k new jazba k sath forex kerni chaheay khud pe barosa hona chaheay loss howa hy to mehnat ker k hum profot b gain ker skty
      • #4 Collapse

        Ji ji ap bilkul theek kah rhe hain boht se log forex trading main Dar jate hain daikhain baqi businesses ki tarha forex main bhi loss aur profit dono hain so plz apna goal achieve karain baghair dare
        • #5 Collapse

          G haan mery dost forex main boht say traders jo k khas toor pay instaforex main work ker rahy hoty hain jab success ka kareeb hoty hain to trade ko choor jaty hain us ki reason bhe ye hai k wo darasal forex market ko nahe samjh pata hain jes ki wja say wo forex trading ko choor jaty hain to learning kerna boht zarori hai our demo aik ache place hai jahan aik new trader boht khuch learn kerta hai
          • #6 Collapse

            G ap ki baat se ma itefaaq karti hoon bohat sey log itni mehnat b krtay hain bs kuch thori si kuch mistakes ya kuch kami ki wajah se unki skills mei fark rehta ha wo market ko samajh nai paatay aur give k scence mei hotay hain jab ky mehnat krky wo success achieve krny he walay hotay hain unhay forex leave nai krni chaiye
            • #7 Collapse

              hna g ap ny bilkual thek kha agar wo thora sa sabar kr lny tu os mn in ko future mn in ko boht faida ho ga is lye in ko chaye k ap is mn hemat na harney is mn ap mehnat kartey rahy ap ko boht faida ho ga ..
              • #8 Collapse

                forex trdaing main loss bhi hota hai or proft bhi hota hai or kbhi bhi yah bat nhai sochni chhayae k hmain aik dafa loss ho gya hai tu hmain forex ko chor dena chhyae bhaiyo loss bhi hmain sikhny k liye hota hai ta k hum apni trdaing ko mazzed learn kar k es main bahtri ly kar aen or achi trdaing kar saken
                • #9 Collapse

                  G friends bilkul, ap ko jab loss ata hay aur loss say sabak hasel kartay hway jab ap apni mistakes ko remove kartay hn to ap ki kamyabi yakeni hoti hay...but kuch log es say pehlay hi give up Kar detay Hain...un ko chaheay k loss anay pa Mayos na hn Bal k new planning k sath trading karain... kamyabi zarur milay gi.
                  • #10 Collapse

                    traders jo k khas toor pay instaforex main work ker rahy hoty hain jab success ka kareeb hoty hain to trade ko choor jaty hain us ki reason bhe ye hai haan jee main profit and loss business ka hisa hy humy loss ki soorat main demotivate ni hona chaheay billkeh loss sy lesson gain ker k new jazba k sath
                    • #11 Collapse

                      billkull theek kaha forex trading main munaafa and loss business ka hisa hy humy loss ki soorat main demotivate ni hona chaheay billkeh loss sy lesson gain traders jo k khas toor pay instaforex main work ker rahy hoty hain jab success ka kareeb hoty hain to trade ko choor jaty hain us ki reason bhe ye hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        asal mei maximum log give up kartay hain asal mei ye wo log hotay hain jo bagair kisi skills kay real trading kartay hain guess base pe ya blind trading pe success nahe hotay aur forex se negative hotay hain asal mei forex ko samajh kr with knowledge aur experience kay trading karogay tou koi bhi give up karnay ki nobat kisi ki nahe ay giaur wo achi trading peform karay ga.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X