Over confidence is our enemy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confidence is our enemy
    Dear friends app sub ko btana chahta hon k humy is baat ko zehan nasheen ker lena chaheay k over confidence humra dushman hy kyn k hum is ki waja sy wrong decision lety hy jo k loss ka sabab binty hain bhai ager app ki trading achi ho ri hy to emotional na ho saber k sath trading kerty rahy ,kyn k forex trading main galti ki gunjaish ni hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han waqie overconfidence traders ko loss karwata hae q k iss sy banda barri bari lots open karta hae aur jab laggataar profit ana shurru ho jaey to traders ye samajhty hain k bus ab hamen trading aa aaie hae jab k aisa ni hota balky har trade ko soch samajh k lagana cheay aur overconfidence ni hona chaeay.
    • #3 Collapse

      G bhai main ap se Agree karun ga ap ko apne strategy py yaqeen hona chahye lekn kabhe bhe over confident na hoon kun k agar ap over lot lagaen ga rules se niklen ga to nuqsaan he ho ga
      • #4 Collapse

        Ji bilkul sahi baat hai forex main humara sab se bara dushman our confidence hona hai be shake khud p yakeen hona chahye laikin us se bhar ke knowledge aur experience ka hona zaruri hai
        • #5 Collapse

          Y not mery dost forex main over confidence traders ko success k bad kill kerta hai mean aik trader jab regular apny rules ko follow kernay k bad kerta rheta hai to pher aik time ata hai k wo khud ko aik successful trader samjhta hai our pher wo lot size ko change ker dita hai our pher wo us stage pay ja k loss shuro ker dita hai to kabhe bhe apnay rules ko na chorain
          • #6 Collapse

            Yes bro ma ki bilkul itefaq karta hu. Over confidence asi chez hy jo bandy ko hamesha .har profession ma pasti ki traf ly k jata hy. Hamesha ye tarikh gawa hy k girta woi hy jo over confident ho jata hy k ma boht master ho gya hu apny profession ma.
            • #7 Collapse

              bahi ap baat teek kr rhy ho lkn confidence hona chiy , laluch ni hona chy. Laluch mai aa k ap apny confidence ko bhai miss use kr jaty ho yahni glht decsion weghera . trading ami aik had tk confidence bhi lazmi hy
              • #8 Collapse

                g g bilkaul ap ny kha hy is mn jo bnda overconfident hota hy is mn is ko boht zaida noqsan hota hy is lye ap kko chahye k ap is mn jo bhe kam karey is ko bilkual fresh or beghair kisi aisi cheez k jo humeny noqsan na ho ...
                • #9 Collapse

                  dear friends forex trade mn ye bat sahi ha k is mn over confidence hamary leye loss ka sabab bnta ha Q k ye aik online business ha aur is mn hamein kisi kisam ki mistake aur over confidence baton sy hamara account banned kr dia jata ha aur hamein loss ka samna krna parta ha .
                  • #10 Collapse

                    dear friend over confidence aik tra say ap ka enemy bhi hai aur aik tra say apka dost bhi hai kun baz dafa asa hota hai k app ko markeet confuse karrhi hoti hai aur uss surat mai app ager over confidence nahi hongy tu app ko pta nahi chly ga iss leay app ko aik saber k sath market mai kam karna chheya app phir iss surat mai success ho sakty hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      bohat se trador yahi karty hain jub un ki musaalsil trading profit main chalti hai tu wo over confidence ho jaty hain k hmain ab na tu sikhny ki zaroart hai or na he hmain ab mahnt ki zaroart hai or wo enhen baton ki wajah se learning karna chor dety hain jis se un ko loss hona shoro ho jata hai tu ayh bat apny mind main nahi any deni chhaaye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X