"Learn, learn and learn?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    Forex trading AK aisa business he jis me learning kabhi bhi khatam nahi hoti kio ke Forex market me hamesha movement hoti rehti he or bohot kuch new sikhnay ko milta he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      kry or we should learn and learn ..humhe apne seniour members aur jo experience rakhte ho un se bhi guidence leni chiye take wo apna y ha to sab sa phly wah ki learning karty ah to bhai forex ma kamyabi ka lye b leraning bht zarori ha or yahe hamy kamyabi dilati ha.
      • #423 Collapse

        learning mai samjta hu har kaam mai waisay to zarori hoti hai per forex trading mai humay loss say bachna hota hai or us say humay learnin agr ache hoge tw humay loss ka b samna nhe hoga forex trading mai kaam karne k liye humay kafi ache say mehnat karni hoti hai
        • #424 Collapse

          jee main aap ki baat se agree krta hun k hamen is business mein kamyaabi k liay hamesha learning krty rehna chaheay isi ka hamein faida hy aur is se hum aik kamyaab trader ban k aik acha profit bhi earn krty hein aur isi ki madad se hum situation ko bhi analyze kr skty hein...
          • #425 Collapse

            g ha bhai jaan is business k bare main hum jitna bhe learning kar lain wo learning bhe kam he hoti hai and issi liye hamain chaye k hum is business ko hamesha learn karty rahy and mehnat karty rahy.
            • #426 Collapse

              je haan forex mein learing karnay se ap ku day by day faeda he ho ga aur es mein kaam kartay howay mind se trading karay aur small volume se trading karay thankful for question
               
              • #427 Collapse

                y trader q na ban jayn lekn es ka ka lye b leraning bht zarori ha or yahe hamy kamyabi dilati ha. knowlioge larn krty rhyn q k jitn alarn kryn gy earn man bhe otna he
                • #428 Collapse

                  main ap ki baat sy totally agree karta hun, forx ek esa busines hai jis main learning ka koi ending point nai ha har trader ko hmysha apna learning process continue rakhna chahey, taky wo successful hun
                  • #429 Collapse

                    g apne bilkul sahi baat ki hai new users ko chahaiye k wo demo account banain aur wahan mjitna ho sake practice karen. apni practice k doran weekly basis pe report banain k kitna loss hua aur kitna profit ais tarah ap ek succesful trader ban sakte hain jo tips jahan se milen demo account pe azmao
                    • #430 Collapse

                      Ye to humeray quaid muhammad ali jinah ka bhe qool hai k kaam kaam oir sirf kam same in trading wohe kamybi hasil kerta hai jo k mehnat kerta hai oir successful traders ko follow kerta hai
                      • #431 Collapse

                        dear aap ki bath sahi hay or may iss say itfaq karta hoon new trader jo kay market may aa raha hay to us ko pahlay sirf forex ki learning ka sochna hota hay quen kay jiss ki learning achi ho gi to us ki trading bi achi hogi or learning kay sath sath hi earning bi hoti rahay gi.
                        • #432 Collapse

                          Learning agar ap pakistan forex forum trading my agar ap work karty ho to ap is my bhot achy sy trading karo
                          • #433 Collapse

                            G ap ne theek kaha hy k agr hum ko forex trading mein kaamzab trader banna hy aur forex trading mein profit earn karna hy tu hum ko forex trading ko learn karna ho ga aur agr hum forex trading ki achi learning hasil karen gay tu hum forex trading mein profit earn kar sakty han kiok achi learning se hi earning hy
                            • #434 Collapse

                              Sir forex aik international busiuness hai is may apko boaht kuch seekhany ko milta hai ye apko jis qader seekhnay ko milauy ap log si may seekhtay jaye isi may apko kambi milay gi or loss kam ho ga jahan say bhi kuch seeknay ko milay lay lo thank u
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Yes forex me learning bhot ziada importance rakhti hai is lye to sab khety han k learn, learn and than learn kyoun k forex ek aisa business hai jis me hum without learning k kabhi beh successful nahe ho skhty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X