dosto meri ik advise yad rakhna k forex trading men kabhi b aap doller gain karny ka targit na rakho balky hamesha pips gain karny ki koshish kro uski wajha ye hae k jab apko pips gain karny py garift ajaey gi to aap un pips ko apni marzi say jitny dollers men tabdeel karna chaho kar sakty ho lot kam ya ziada kar k aur doller k targit ko pips k zariay poora kia ja sakta hae mgr doller say pips ko hasil ni kia ja sakta.agr aap pip gain karna janty hain to apky liay doller gain karna koe mushkil ni hoga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим