leave trading when u feel borred

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    leave trading when u feel borred
    dosto apko patta hona chaeay k trading ka apky mind k sath totally talluq hae agr aap kissi din boriat feel kar rahy hain to aap trading na karren aur apny mind ko fresh karren aur mt4 say door ho jain aur behtr hae k kissi open jaga py chally jain jahan py sabza ho aur sath doston ko b ly jain tan k aap fresh hon q k jab tak aap fresh ni hon gy to us waqat tak aap achy faisly ni kar sakty aur apko loss aey ga trading men.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yeh aapnay bilkul sahi baat ki hay kay market ko daikh daikhn ker ibnsaan bore ho jaata hya or thak jaata hay to uass waqt banda utni achi trading nahi ker apata hay to uss waqt trading chor deni v=chahiye or orders close ker denay chahjiye
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan0001 پيغام ديکھيے
      dosto apko patta hona chaeay k trading ka apky mind k sath totally talluq hae agr aap kissi din boriat feel kar rahy hain to aap trading na karren aur apny mind ko fresh karren aur mt4 say door ho jain aur behtr hae k kissi open jaga py chally jain jahan py sabza ho aur sath doston ko b ly jain tan k aap fresh hon q k jab tak aap fresh ni hon gy to us waqat tak aap achy faisly ni kar sakty aur apko loss aey ga trading men.
      Ji Bhai aap bilkul theek keh rahay hain jab ham trading krty hoy bor ho rahay hon or hamain market ki smjh na arahi ho to hamain trade nahi krni chaye q k jab ham aisay time pai trade krin gy to hamain profit nahi hoga q k ham sy thek sy km nahi ho rha hoga
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        George Soros ek aisa trader tha jis nay 1993 main GBP ki sek Sell trader per England k central bank, Bank of England ko haraa diya tha aur ek hi din main 1 Million GBP ka profit kiya tha. Us ka mashoor jumla hay keh "Successful Trading & Investing is a boring job, if you are enjoying it probably you are not making any money".
        Tu aap ki baat theek nahi hay, trader ka sirf usi waqt break laina chahiye jab woh thakan mehsoos kar raha ho. Waisay bhi saara din baithnay ki baja aay agar trading ka ek time fix kar lain tu aap ko thakan honay k chances bhi kam hognay
        • #5 Collapse

          g haan sir apne bilkul theek kaha ha k forex ek aisa businee ha jis me kisi ghalti ki ghun jaish ni ha to apko chahhye ap market ki movment ko analysis krna na bholain tak apko loss na ho ap lalch bi ziyada na krian to acha ha wo is liye k akhin ap lalch apna aconut wash na kar dain to ap ko chahye k ap dil or demagh se km krain.............
          • #6 Collapse

            Very nice dost! Advise bahot achi he apki.magr ia pe ammal kam hi log krty hen.ye aik alehda bat he k forex trading se normally trset bore hota hi nai he ,magr phir bhi insan he agar boriat feel ho kuchh dair outing kr lena bahot mofeef rehta he.
            • #7 Collapse

              Yes of course Mai chahiye kyu spectating Chod De Ne chahiye Jab Hum bore ho rahe ho to kyun kiya uska Katha main Jahan Jab Bhi Koi decision Lenge the wo Hamare instaforex bonus account ke liye Kafi Zyada loss Mein Jayega isliye mein chahiye kya Hum jagamara mind fresh Ho Toshiba Katha Main Apne instaforex bonus account ke upar trading karna chahiye Kyunki wo some basic technical analysis acche tarike se Karenge Jeene Ka Hame accha result Milega profit bonus Ki Surat mein
              • #8 Collapse

                Dear friends, forex main agar ap boring feel karain aur ap ka mind fresh na ho to ap trade open na karain...q k trading main market ko analyse karnay k lea ap k mind ka fresh hona lazmi hota hay...agar ap ka mind fresh nai hoga to koi mistake ho jay gi aur ap k loss ka sabab banay gi.
                • #9 Collapse

                  forex tdaing aik risky business hai es liye kbhi bhi es ko upset mind k sath na karen q k jub ap upset mind main karty hain tu ap ki trdaing main risk bhar jata hai or apko loss ho jta hai es liye bhtr yahi hai k apn apni trdaing ko fresh mind se karen ta k ap achi trah alsye karen or osk bad tdaing karen ta k apko loss na ho or ap acha profit gain kar saken
                  • #10 Collapse

                    Dear kam k sath saty hamen apny demagh ko fresh bhi rakhna chahye aur jab hum asa mahsos karen to hamen chahye k hum os din koy trad na lagain aur demagh ko fresh rakhny keleye tafreh kar lain
                    • #11 Collapse

                      slaam to all forum members...bilkul app ke forex trading ka link app ka mind ka sath ha agr app ko koi msla ha koi preshani ha tu app ko trading nahi krni chye koi freshment la leni chye break ka bad bnda fresh ho jata ha acha khana achi movie ya doston ka sath gupshup sa mind kafi relax ho jata ha zaror krna chye isa mah app ke baat sa mutfiq hon kabi bhe stress mah trading nahi krna chye.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan0001 پيغام ديکھيے
                        dosto apko patta hona chaeay k trading ka apky mind k sath totally talluq hae agr aap kissi din boriat feel kar rahy hain to aap trading na karren aur apny mind ko fresh karren aur mt4 say door ho jain aur behtr hae k kissi open jaga py chally jain jahan py sabza ho aur sath doston ko b ly jain tan k aap fresh hon q k jab tak aap fresh ni hon gy to us waqat tak aap achy faisly ni kar sakty aur apko loss aey ga trading men.
                        Bhai ager him log mhnat krty ha to is waqat him logo ko profit hota ha or is tra him log forex trading ma kibi bi bor nhi hoty ha jb loss hota ha to is waqat him log bor ho jaty ha
                        Removed by Moderator.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          yes aisa short term trader ko karna chain wo kabi kabi game khailta hai trade main ek hi pair par nai rehta jahan par acha moka hota hai invest kar daita hai aisay trader ko jab lagay k wo zaida trade loss kar raha hai usay hi 2 day tk mt4 se door ho jana chain fresh ho kar aay green village main

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X