mt4 chart ko professional colour den
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mt4 chart ko professional colour den
    dosto mt4 ko aap professional trader wala colour den jo k ziada behtr hae aur visually b acha hae aur battry b bahot kam consume hoti hae iss chart men q k iska background balck hota hae aur oopar jis colour ki b lines hon wo wazeh nazzar ati hain.pic men aap dekh sakty hain.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g aap nay yeh aik acha idea diya hya kay mt4 kay chart ko hamay aik professional colour dena chahiye pehlii baat to yeh kay energy consumption kam ho jaati hya or vissuallly bhi yeh bohat piyaara lagta hay bajaaye iss kay kay black or white standard theme use ki jaaye
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan0001 پيغام ديکھيے
      dosto mt4 ko aap professional trader wala colour den jo k ziada behtr hae aur visually b acha hae aur battry b bahot kam consume hoti hae iss chart men q k iska background balck hota hae aur oopar jis colour ki b lines hon wo wazeh nazzar ati hain.pic men aap dekh sakty hain.
      Mere khayal main to chart ki lines ko jo bhi colour kr lain us sy koi frk nahi prta q k hamain smjh to ajati hai k hamain buy kon c hai or sell kon c hai hamain trading achi krni chaye colours sy koi frk nahi prta
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Colouring ka Professional Trading say koi talluq nahi hota. Professionals k chart simple hotay hain aur un main sirf aur sirf wohi information hoti hain jo woh use kar rahay hot hain. Colouring woh choose karni chahiye jo eyes main zayada light na lagay, her koi apnay hisaab say suitable setting kar saktay hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          g han bhai ap ny sahi bat ki hai or jo colur proffesnal hai wohi hmain rahny dena chhaye es ka yh bhi faida hota hai k es main batrry bhi kam use hoti hai kuj colr ayse hoty hain jis main hmain set karny se hmari batrry bhi zeyda use ho jati hai es liye forex ka jo profssonl coluor hai wohi set rahny dena chhaye ta k batry save rahy

          اب آن لائن

          Working...
          X