Loss hony ky bd AP Kya krty ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hony ky bd AP Kya krty ho
    Mara tamam members sy ya question ha ky jb AP ko loss hota ha to phir AP Kya krty ho
    Removed by Moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex m loss normal cheez a aksar loss o jata a lekan is m pershani wali Koi bat ni, pochna chiey k loss q Hua aya k Anylsis theak ni Hua, Kia kisi ke advice pr trading Ke sub se main reason loss ke hoti a jalbazi m trading open Karna. In sub Cheezo ko zroor dekhy aur next time lazmi prepare o kr trading kary
    • #3 Collapse

      bhai jub losss hota hai sub he trador ka alag alag reaction hota hai jub k sahi reaction yah hona chhyae k jub loss ho tu loss ko cover karny k liye mahnt ko zayada kar dena chhyae q k jub ap mahnt karty hain tu ap k los ka factor kam se kam ho jta ha or ap dobaa los ko akm face karty hain
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MS777 پيغام ديکھيے
        Mara tamam members sy ya question ha ky jb AP ko loss hota ha to phir AP Kya krty ho
        dear main apko sahki btaon to mujhe jab loss hota hai to main jazbati ho jata hon or phr juld bazi main trade laga daita hon or muljhe phr sy loss ho jata hai or traders ko chaye k aisa na krain or jab unko loss hota hai to traders ko chaye k thora wait krain or cool mind ho kr trade krain
        • #5 Collapse

          Forex forum main trading k bad agar loss aa jay to tention nahi leni chahye as kam main faida bhi hota hy aur loss bhi aur tention k bad hum apna ziada loss hi karen gy
          • #6 Collapse

            Human behavior k natey me jazbati ho k ghalat trade laga k mazeed nuqsan uthati hun jb k Emotionally tor pe stable rehna bht zarori he.
            • #7 Collapse

              bhai jaan is mn ,,,mn abhi new hno is mn abhi tak mn ny traiding start nhn ki jis iwajah sy mujhy information nhn hy laken mery khayal mn jin ko loss ata hy wo thora sabar sy kam lny ...
              • #8 Collapse

                Agar aapko yahan par kaam karne ki samajh Nahi Lagti Hai To Aap Yahan Par bahut jyada nuksaan Utha sakte hain aap yahan par kaam mein working ko samajh mein nahi toh aap ko kaam ki bhi kuch Idea mind Main Nahi Ban payega isliye aapko Yaad Se Zyada Yahan Par posting par Nazar Rakhna hoti hai phir kaam Hota Hai
                • #9 Collapse

                  dear friends jb hamein loss hota ha kisi trade sy to agli trade mn hamein un mistakes ko improve krna chaheye jis sy hamein loss hota ha , in ky ilawa hamein kisi kisam ki lalach , jald bazi , emotional mood ... in mn hamein trade nahi krni chaheye q k is mn hamein loss ka samna hota ha .
                  • #10 Collapse

                    Dear friends loss honay k bad may trade next day karta hoo one day relex karta hooo.Aur koshish karta hooo k signal acha sa mily aur loss cover honay k bad my trade off kar dayta hooo..
                    • #11 Collapse

                      bhai Salam ap sub members ko bhai agar ma kabhi apne demo account pe trading karta ho or wo lose ma chali jati hain to main sub se pehle apni galti ko talash karta ho jub mujhe apni galti ka pata lagta hain to me ye ahad karta ho ke kuch bhe ho ainda ye galti nahi karni uske bad wo galti me apne note book me not karta ho or pher trade ko kuch time ke leye off kar deta ho
                      میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                      انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                      وہ خود ہار نہ مان لے
                      Posts Ache Lage to please Click Thanks
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han profit aur loss business mein hota hi hy aur jab loss ho tu hum ko cahaiye k hum apni us mistake ko dekheen js ki waja se loss hota hy aur us mistake ko cover karna cahaiye aur forex trading business ka knewledge aur experience hasil karna cahaiye next time loss se bach saktay han
                        • #13 Collapse

                          jab bi trading main loss hota ha.to main apni trading ko kuch time kay liya rok deta hoon.or apnay mind ko cool down honay kay bad again apni trading ko kerna start kerta hoon.or jo loss mujay howa hota ha.us loss ko recover kernay ki pori koshish kerta hoon.trading main kabhi bi jald bazi na karain.ager loss ho jata ha.to us loss ko asani kay sat pora bi kiya ja sakta ha.mager us kay liya trading ko himet nahi harni cahiya..
                          • #14 Collapse

                            Forex trading main sab ko he loss hota hai laken humey apny loss ko dobara hony se bachayn. Bohat se trader loss karny ke bad jald bazi main or trade laga dety hai. On ko is main phir se loss ho jata hai. Is leya traders ko cheya ke wo soch samj kar trade lagahy or is ko tareqah se use kary kay is main lose na kary or profit eran kary saky. Agar hum soch se kam len gan to phir hum zaroor profit earn kar payn gan.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G friend ap bilkul thk kah rahy han k agr humy loss ho b jay toh humy bilkul b tension ni lani chaya bilky eazy ho k kam karna chaya agr humy osi din loss hota ha or hum phr os din ho trade laga dahty Han toh humy bilkul b us ddin trade ni lagani chaya bilky jab koi acha signal mily tab trade lagani chaya ta k hum apna loss b cover kar sakhy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X