start main sub ko loss hota hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    start main sub ko loss hota hy
    Dear friends app sub ko pata hoga k newbies akser knowledge kam hony ke waja sy loss kerty hain lakin himat nahi harni chaheay mera apna start ma 4 dafa account wash howa hy lakin main aj b trading kerny k liay purazim hon successful wohe binty hain jo har ko jeet ma tabdeel kerty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap ne trading shoro ki hy ya ap expert hen loss ho jana to trading ka hisa hy.agar loss ho b jy to apko chahye k dobara try karen pahly wali galti ko na doharaen.aur koshash karen k trading shoro karny se pahly sekhen jab sahee samajh aa jy to loss k chance b kam ho jaty hen
    • #3 Collapse

      Zaruari ni hai keh start mein sub ko loss ho with depend karta hai apki trading pa keh AP trading kasy kr rahe Han kuch logo ko loss ni hota ya unki training itni hoti hai ya unka knowledge itna hota hai....es Lia loss ko na dakho balkeh AP dakho profit kasy lyna hai aur loss SA kasy bacha jay..
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: habibullah5530 پيغام ديکھيے
        Dear friends app sub ko pata hoga k newbies akser knowledge kam hony ke waja sy loss kerty hain lakin himat nahi harni chaheay mera apna start ma 4 dafa account wash howa hy lakin main aj b trading kerny k liay purazim hon successful wohe binty hain jo har ko jeet ma tabdeel kerty hain
        Ji Bhai aap bilkul theek hai Rehen Forex trading main store main maximum traders Koloshi hota hai aur iski wajah se Hoti Hai K traders ke paas trading ke baare mein jyada knowledge or experience nahi hota Jis Se traders co loss ho jata hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          start men loss iss wajha say hota hae k bandy ko experience ni hota trading ka aur wo barri barri lots open karta hae jab k experience b tab hota hae jab loss hota hae to isky ilawa demo account py prectice kam hony ki wajha say b kafi loss hota hae aur bahot say log to demo ko use b ni karty aur direct real investment kar dety hain.
          • #6 Collapse

            Start main traders ko is market ka idea nahin hota un ki working or techniques proper nahin hoti is market k bary main unhoun nay jo suna hota hai vo without practics live market main impliment karty hain jis ki vja say un ko loss hota hai agar koye bhi new trader proper working kar k is main practics kar k throw proper plan is main trade kary ga tou us ko kabhi loss nahin ho sakta
            • #7 Collapse

              Loss aur profit business ka hissa hai...Har business main start main loss hota hai..isi tararh Forex bhi aik riski business hai..is main ho sakta hai keh newbies ko is main loss ho sakta hai..lakin agar aisa ho jaye to disheeart nhi hona chahye..
              • #8 Collapse

                yes brother start main seb ko loss hota hai mera ek bar loss howa tha 800$ sara balance khatam ho gya tha lekin main mera new trader ko mashwara hai k wo shuru main apna seb kuch forex main na lgaya kare sari invest k 3rd hisa laga sakte hai shuru main phir behtar rahay ga agar sara wash ho ga phir new money k liay aap ko boht mehnat karna ho gi
                • #9 Collapse

                  Dear friends, forex main loss hamain apni mistakes ki waja say ata hay ya phr without knowledge trading karnay pa ata hay...new traders ko knowledge nai hota eslea loss ata hay aur woh mayos ho k trading chor detay hain...un ko chaheay k hemat na harain aur learning k bad trading start karain...es say loss k chances kam hn gay.
                  • #10 Collapse

                    Dear forex trader's
                    Ma is bat sy razi nai hu k sharu ma sab ko loss hota hy...
                    Ye sab ap k knowledge py depend karta hy..
                    Or ap greedy person to nai hain kya.... Trading ma lalach nai karni chahye sharu ma choti lot's lagani chahye.
                    Jab ap ka experience barh jahy to ap bari lot's bi laga sakty hain
                    • #11 Collapse

                      dear start mein lose is waja se hota jb hum bina practise kiye real per kam start kr dety hai is lieye practise zaruri hai demo account per.
                      • #12 Collapse

                        Dear ap sahi keh rahy hain new traders ko knowldge kami ki waja sy loss hota hay laikin us ka matlab ye nai k ap trading karna chor den agar ap ka account wash b ho sakta hay laikin ap ko himat nai harni chahiye
                         
                        • #13 Collapse

                          Asal main bat yeh ha k hum jitnay bhi kamyab aur bray trader ki history read krain ya un sau counseling krain to hmain idea ho ga k start main unko bhi loss hota ha to loss hona koi buri nai in fact ap loss say bhi bahut kuch seekhtay ho lekin loss ki vja say disheart ho jana aur trading say door bhaag jana yeh koi achi bat nai ha. Mujhay bhi start maim loss hua tha lekin abi ahista ahosta adat c banti ja rahi ha
                          • #14 Collapse

                            Ji haan janab bilkul sahi baat hai forex main mere khayal main koi aisa trader nahi jis ko loss na hota ho start main insaan inhi sab cheezon se seekhate hain aur loss se himat mat haro balke aur knowledge and practice hasil kar k trade karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear mera to kheyal hay k jo traders semo account mein paractice karty hain un ko loss kam hi hota ho ga q k wo demo account mein apnii mistakes ko note kar chuky hoty hain.... wesy thora ap ki bat sy b agree karta hon q k demo mein kafii balnc hota hay jab k real account limited account hota hay
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X