control emotion be professional

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    gi bilkul ap ko frex ke trde karte waqt apne emotion ko professional ko control krna chahye nae to ap ko forx ki trde mae los ka smna karna parta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      han apni trade main emotion ko to control main hi rkhna hota ha jo trader apny emotion ko control na krta ha woh apni trade main kabhi bhtri na lata ha to is trah emotion ko control rkhna chahe
      • #168 Collapse

        Emotions ko control karna he behtar hai chahe wo koi bhi field ho kyun k emotions pe control rahega to hum right decisions le paenge warne hum theek kaaam nahi karpayenge and at the end hume loss huga jo k achi bat nahi hai kisi bhi tarah.
         
        • #169 Collapse

          Business me to wese bhi professionally deal karna chahye rather than emotionally kyun k emotions me insan ki sochne ki ability khatam hune lagti hai aur wo right decisions nahi le paata jis ki waja se us k kam pe effect parta hai aur wo effect negative impact chor jata hai.
             
          • #170 Collapse

            jab kisi k sath bura hota hai to definitely ghussa to ata hai magar is ghusse ki waja se ap khud ko he nuqsan pohncha rahe hote ho aur isi waya se ap ka kam disturb hota hai aur jo profit ana hota hai wo bhi loss me convert hujata hai as a result of not controlling emotions.
               
            • #171 Collapse

              Jub hum professional world me atay hain to kaheen kaheen compromise bhi karna parta hai aur agar compromise na kiya jaey to phir wo loss me convert hujata hai kyun k professionally you have to deal with clients aur ap k ethics bohat count karte hain
                 
              • #172 Collapse

                ge bhai ap jo kuch bhi khatay han theak khatay hn is liya zarori hai ka ap zaida say zaida earning hasil karain tka ap achi earning hasil kar sucktay han is liya zarori hai emtions ko control karain
                • #173 Collapse

                  Yes I agree with @riizwan k ap ne agar apni trade ko agay pohnchani hai to apne kam pe focus karna huga aur apne kam pe ap tab tak focus nahi karsakte jub tak ap emotional distress me hun jis ki waja se ap ghalat decisions bhi le sakte hain.
                     
                  • #174 Collapse

                    Mujhe ek baat samajh nahi ati k ghussa insan kis ko dikha raha hota hai? Client ko? Kyun k agar client ko ap ghussa dikhaogay to wo to dubara aega bhi nahi aur ap ka kam thap hujaega to ultimately wo ziada bara loss hua na rather than ghussa nukal k acha feel karne ka profit
                       
                    • #175 Collapse

                      yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon//////
                       
                      • #176 Collapse

                        @Zahidrehman thank you brother k ap bhi mujhse ittefaq kar rahe hain k professional world me agar apne aap ko manwana hai aur apne kam ko pazeeryae deni hai to work karna parega aur emotions pe control karna parega kyun k emotions k control k bugher ap kamyab nahi husakte.
                           
                        • #177 Collapse

                          forex trading ak professional business hai aur forex trading main har trader ko professional behave bhe karna hota hai forex trading main jo trader professional tareekay say trading kartay hain aur wo forex trading main achi earning kar kartay hain aur wo forex trading main apni feelings ko bhe control main rakhtay hain
                          • #178 Collapse

                            han g ap ne bilkul thk kaha ha is mn mn apki bat se agree karti hn k hmn aisa hi karbna chaye ta k ham acha kam kar sakein is mn agr ap koi b profession join karty hain to us mn apko apny emotions ko control mn rakhna chahye
                            • #179 Collapse

                              Yes I absolutely agree with you @patriotic125 k ye bohat acha forum hai aur yahan pe bohat kuch seekhne ko milta hai aur is se hume at the end faeda milta hai aur hum log phir taraqqi karte hain jub hume un choti choti cheezon ka andaza hota hai jo bohat important hoti hain
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                thank you sister @fx7000 for agreeing to a very important point jo k mene btaya. I think chahe wo forex hu ya koi bhi kam hu emotions pe control k bughair wo cheez possible nahi k hum apne profession pe taraqqi hasil kar saken aur kamyab husaken kyun k we have to look forward.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X