control emotion be professional

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex mai agar ap aik professional business man hai or forex mai trading karny mai seriouse hai tho ap ko apny emotion ko control karna hoga kiu emotional hony sy ap apny decision ability ko hatham karthy hai or ap right decision nahi karpathy hai jis ka effect ap ky trade par hotha hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g han jab ham apna emotion ko control ma raktay h to ham ko kam achi tahra ata h r ham profesional kam krna lah jaty h jis s ham ko bht faida hota h r ham acha khasa kama sakty h
      • #78 Collapse

        yes jo log forex mai apnay emotions pay kabu rakhtay hain wahi log is main kamyab hotay hain kiu kay forex trading aik relax mind say kernay wala business hai jub tak aap ka mind relax nahi hoga tab tak aap is main confuse raho gay or aisay main aap ko market ki sumjh nahi aye gi jis waja say loss kay chances zyada ho sktay hain main to aap say yahi kahuga kay aap hamesha relax reh kay trading kero
        • #79 Collapse

          dekhiye agar ap apne emotion ko control nhi kar sakte hien to phir ap kbhi bhi koi kam achy se nhi kar sakte hien is mein kafi ehtiat ki zrorat hoti hy ap apne oper kabo karna hota hy
          • #80 Collapse

            G mere bhai bilkul ap ney bhot hi acha sawal kiya hai humein apny emotions ko control karna chaiye khas tor par tab jub humein profit howa ho ya loss agar loss howa hai to humein emotions ko control kar k agy barhny ki sochni chaiye.
            • #81 Collapse

              emotion control is very necessary

              Dear members, main aap ko yehi khna chahta hu k trading krtay waqt apnay emotions ko control main raskhna bht zruri hota hai aur jo aisa krnay main kaamyab ho gya smjho wo ek successful trader ban gya
              • #82 Collapse

                right agar aap ko forex main professional ban-na hai to aap ko apny emotions py control rakhna ho ga aur aik yehi treeqa hai jiss se aap forex main earning ki traf ja sakty hain aur aik tasalsul se earning kar sakty hain
                • #83 Collapse

                  Every new traders and forex trader must to avoid emotion and greed and fears, i in forex trading. If you control to your greed and emotional trading time in forex. You will success in forex trading.
                  • #84 Collapse

                    yes,, bohat sahe bat ki ha app ny kabi b emoshnil na hon balky hmasha profashniol ho k kam kramn ku k foerx koe game nhe ha balky bussiness ha...
                    • #85 Collapse

                      ji ha dosto forex trading business me app ko aek professional trader banne ke liay hard work ke sath sath sath patience ki bhi zarorat hoti he or app ne emotional nahe hona app ne emotions per qabo pana seekh lia to bhi app kamyaab trader ban sakte hey
                       
                      • #86 Collapse

                        forex mein jo bhi professional trader hain wo forex mein kabi bhi emotional nahi hota hain aur un ko pata hota hai k forex mein emotional se wo koi na koi mistake kar la ga jis ki waja se un ko forex mein loss ho jaga ga forex mein hum ko without emotional k trading karni chaya aur bhut soch samj kar.
                        • #87 Collapse

                          This in my point of view is a very wise and wide statement. All those traders who have now become professional will know that emotions have no room in this business. Being emotional and crying over losses would mean that you are not matured enough. Everyone feels bad after a loss but one must control the emotions and think about over coming the loss. The emotions would take over and pause your thought process.
                          • #88 Collapse

                            bilkul thk bt hn yar hum jub tk khud ko sabar krna ni sekate hu fx v dealing kr howdy ni sakte hn ager humi fx v dealing karne hn tw humi over emotional v management krna ana chae hn warna hum eliminate kr time frame hn is usually liya possibly be skilled bana hn tw experience ko management krna hn.
                            • #89 Collapse

                              forex tarding mai mehnat ki zarurat hai emotionally control hona zaruri hai agar hum har baat pe emotional honge to hum kam pe dehan nahi de paynge or kamiyabi nahi milegi , professional way mai rahe bht or sahi decision lenge or earn sahi se karpaynge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Absolutely right, IK acha trader wohi banta hai jo apny emotions ko control karta hai Forex mein successful hony k liye humain apny emotions ko lazmi control karna hota hai agar hum apny emotions ko control nahin karen gy to humain liye is business mein success hasil karna impossible hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X