control emotion be professional

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    g han forex trading mein apk chahiye ke ap is mein apne emotions ko control karen aur is business mein ap kabhi bhi panic nahi hon is mien agar ap apnic honge to apko phir bharpoor loss hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Emotional ho kar trading krna buhat ziada dangerous hota hy aur yeh aap key profit ko destroy kr deta hy aur aap ka time aur money donon zaya ho jatey hain. Hamain is par qabu pana hy aur trading sey pehlay aik target bana kar kam karna hy takeh trading key doran ziada loss na ho aur emotions bhi control main rahain.
      • #333 Collapse

        forex man emotional honay man zyada time nae lgta. laikin ager trader serious nae hai tu professional bununa oc k liye aik khwab hi hai. succcessful trader forex man din rat kaam kerty hain.
        • #334 Collapse

          han g emotion boaht zyda asar andaz hoty hai trading per to is lai lazmi hai k jab ap real trading main ayin to us time ap apny emotion per control karian q k emotion or greed yah bahat nuqsan dah cheezain hai. simply ap jab b trade lagin to soch samjh kar trade lagain mazeed yah bat k jab trade laga chuky to ap ko chaihin kap wait krian bejain is k foran trade close kar dain to
          • #335 Collapse

            Agar ap forex market main full time trade business ker rehy hain then ap automatically apny emotion ko control ker lety hain ky apko pata hota hai ky sudden loss ky bahd profit ya sudden profit ky bahd loss bhi hota hai tou ap emotion ko control rakhty hain as being a professional forex trader
            • #336 Collapse

              humain market main kam karna ho hay to apny emotions ko kabo kar kay pracctice say kam karna ho ga jis say humain market main ach iearning hasil ho sakti hay demo ko use karna ho ga
              • #337 Collapse

                is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur apny emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess ho sakkty hain aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain it is best
                • #338 Collapse

                  G bhai jan hum is ma professional be ban sajte hein agr hum is ma experience k sath kam krein tu hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important business ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                  • #339 Collapse

                    Bahi Jan forex trading mein emotions ko control krna bahot hi zarori hai Aghr ap profit hasul kr rhy hun tu apke emotions ap ko bahot zaida loss mein lye ja skta hai is lye control greed must
                    • #340 Collapse

                      yah g yah bat to such hai k agr ham emotion ko control karian gy to phir he ham kuch achi trading kar sakain. gy or yah bat b such hai k kahna easey hai per karna boaht tough hai. ham kah to daity hai per jab ham kisi problem mmain phunsy honty hai to phir hamian pta chalta hai k ab ham kaisy nakalain. is lai apny emotion or lalch ko control karan taky ham regular profit earn kar skain
                      • #341 Collapse

                        emotions agar hum trading main involve karen gay to es chakar main humay market main loss he hota hay so humay apny loss kay risk ko kam say kam rakh kar trading karni chahiey tabhi esmain safe reh sakty hay
                        • #342 Collapse

                          g han ye ak boht hi best buisness hai aur hamain trade karny k liye apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho skay aur trend ko use kar k earning karein gay
                          • #343 Collapse

                            bahi ma ap ko sab say bari bat batana cahta hu kay ager ap yanh kam karna cahty hu sab say pahly ap ko cahyea kay ager ap ko loss hu b gay to ap apny emotion ko conterol kar sakty hu as say ap kafi acha profit agy ja kay hasil kar sakty hu awor apna loss recover kar sakty hu
                            • #344 Collapse

                              Re: control emotion be professional

                              Bilkul sahi kaha hai emotions ko control karna chahiye Kyunki Aisa karne se Hamara loss 50% kam ho jayega profityourtrade lagaane shuru ho jayenge Hume chahiye Hum laalach Naukri professional trader trading kaise kare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Re: control emotion be professional

                                market main kam kar k apni har zarorat ko pora kar saskty hai aur apny emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achy say trade karein gay aur hamain loss kam ho saky ga aur hamain market main achi trade karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X