control emotion be professional

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    off course emotion ko control karna bht must hai emotions ki waja sa ap ko loss hota ap over trade karty ay phr mistakes aur over trade karty jis sa ap ko zada loss hota hai emotional trader ki forex mein koi jaga nehi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      emotions bhi bahut ziada asar andaz hotey hain jabkey is k ilawa ap ka experience bhi is par asar andaz hota hai jab ap is par trade kar rahey hun.
      • #258 Collapse

        men ap ki bat sey mutfik krti hon k forex trading men krty hovy apny emotions ko control rakhna chaye q ke agr over confident ho gey to lose b ho sakta hai.
        • #259 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
          We can make a professional traders if we are control our emotion and bed feelings, when we've loss. Always disciplined and patient to implementing trading system and your rules. When coming up with your stop loss strategy, just remember to set stops that make sense for your account and trading style.
          ya bhai jan ap ne sahi kaha hai apne emotoin par kabu karo our profashnal bano q ke ap forex forem main maney kmane ke liye hi aye ho par aram aram se q ke is main hi ap ka faita hai our is main hi ap kao acha profit maile ka bhai jan.
          • #260 Collapse

            Dear sir forex trading main aik professional trader bananay kay liay apnay emotional ko trading kay doran control karna ho ga, agar hum apnay emotional ko control nahi karian gay to hum earning nahi kar saktay, aor na hi professional trader ban saktay hain.
            • #261 Collapse

              hm sahi bat hai kay apko apne jazbat per qabo rakhna chahye kay agr apko loss ka samna ho to mayoos na hon balkay apni ghaltion ko jane or apne profit level ko increase kerne ki sochenn.
              • #262 Collapse

                Forex trading aik buhat hi acha karobar he es karobar min hum buhat hi ziyada profit earn kar sakte hin es karobar min humin agar profit leina he to hum sabar se kaam karin aur phir hum sabar se aur emotions ko door rakh k es karobar min kafi kuch earn karin. Jo bhi professional trader hota he wo es karobar min apne emotions ko door rakhte hin.
                • #263 Collapse

                  emotional trade krna loss h to is ko na le aya krien aur jb trader apny trading rules k sath na chlta he woh loss krta he to jaisa ap keh rhy ho keh emotion se dor rho to phir professional bn skte hein thek he
                  • #264 Collapse

                    ha meray aziz dost ap nai sahi kaha kai hamai apnai jazbat per kabo rakhna chahye un per control rakhna chahye or sabar say kam lena chahye or or emotions mai beh kar ap koi ghalat faisla lai saktay hai
                    • #265 Collapse

                      ach trader hamesha trade main fresh mind lay kar inter hota hai or over trade or emtion main ni ata hai or profit earn karta hai
                      • #266 Collapse

                        Assalam O Alaikum jii han bhai jan ap ney sehi kaha hey key forex trading me emotions ki bjay patience say kam lena chahye aur soch samjh ker trading kerni chahye aur apney capital key hisab say planning kerni chahye.
                        • #267 Collapse

                          Yes app ne sahi kaha ha is business me hmen emotions par cantrol karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm achi earning kabhi bhi tb tk hasil nahi kar sakty hain jb tk hm is business me apni emotions par cantrol nahi karty hain
                          • #268 Collapse

                            ha agar aapko for exm euccess hona ahi to aapko apana greed aur emotion par bahut hi control karna hota hai agar aap yahikarte hai to hi aapko forex me sucess mila hi aur bad me apako profesion banaya jayta hai
                            • #269 Collapse

                              pakistan forex trading main sabar say kaam lena chhey or trading main lalach say door rehnay chyey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Ji han bhai professional ho k kam karnay main hi apki bhalayi hai AGR ap chahtay hain k ap poori freeway say is business ko nibhaen toa apkay late bht zaroori hai apni responsibilities ko judge karna

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X