"Control your emotion on live trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per apko chahye k jub ap live trading ko start karo tu tnshn free ho jao or khas tour per apna emotion ko control karo
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy j8s sai apko earning hoyi hy bhai g jub ap real account mai trading kerna lago tu fresh mind hona chahye sath apko apni emotion ko be ek side rakhna hota hy
       
      • #318 Collapse

        g jnab jab hum insta forex treding biznes ki market min laive trefing karte hyn tab hum.ko apne aap ko control min rakhna hota hy is lie kah hum zyda los na karyn
        • #319 Collapse

          har koi bar karta haai emotions ko control karnay ka mein b is baat say agree karta hon k emtions control karnay chaye.. lakn ya bat kahenay may easy hoti haai lakn implement karna itna easy nhe hotaa..
          • #320 Collapse

            jab b hum is main kam karty hain to humain is main pany emotions ko kabo main kar kay kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho saky or humain hard work karna ho ga
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #321 Collapse

              g bhai forex trading mien apk chahiye ke ap is mien apne andar emotions ko control karen aur is business ko ap jitna ziyada seekhenge ap is mien utne hi kmaiyab honge.
              • #322 Collapse

                g han apny emotions ko live trading karty time control me rakna chaye agar ham emotions ko hi control nahi kar saken gey to hamy trading hi nahi karni chaye
                • #323 Collapse

                  Emotional ho kar trading krney sey behtar hy keh aap trading na karain. Emotions aap ki internal feeling ko increase kr detay hain aur aap agressive ho kar wrong decisions lena shuroo kr detay hain. Is leye koshish krain keh emotional na hon aur patience key sath trading ko judge krain aur phir decision lain.
                  • #324 Collapse

                    Agar apko real account sy forex market main trading kerty huey kabhi bahot zyada sudden profit ya loss ho jata hai tou ap emotional ho ker ya tou forex trading chor dety hain ya phir more and more profit ky chakar main trade ko continue rakhty hain so apko emotions per control rakhna chahiay aur profit withdraw kerwana chahiay
                    • #325 Collapse

                      huamin apny emotions ko kabo kar kay acy say kam karna ho ga jis say humain trad emain loss km ho ga magr humain dme ko use kar kay practice say kam karna ho ga ta kay loss km ho
                      • #326 Collapse

                        is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur apny emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess ho skaty hain aur planing kar k hi hum acha earn karein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho
                        • #327 Collapse

                          Yes dear ye hamre liye sab se important cheez ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein agr hum apne emotional ko control krein tu hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                          • #328 Collapse

                            emotion ko contol karna acha trader banany ke liye bohot lazmi skill hai . Real account mai trading karty time emotions ko control kerna bohat zyada zaroori hota hai. lakin yeh baat b hai ke trading kay doran ap ke investment risk per hoti hai iss liye trading mai emotions b involve ho he jate hai aur yeh natural hai iss liye traders emotion free ho kar tu trade nai kar sakty hain albata emotion per control zaroor kar sakty hain jo ke bohot achi habit hai .
                            • #329 Collapse

                              han g jab ham live trading karty hai to market boaht taizy se up and down ja rahe hoty hai. us doran hamara dill bary taizy se kam kar raha hota hai or wo time hota hai jab ham koi worng decision la skty hai. to is lai lazmi hai k hamain apny emotion ko control karna ho ga or her order lgany se pahly hamain soch bechar karna ho ga. taky ham easy kam kar sakkain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain sabar say kam karna chahiey kyun keh sabar say kam kar kay he achi earning kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X