Friday ko market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Friday ko market
    friday ko din dopehar kay waqat market susat hona shuru ho jati hay kyun keh asian session aur london session pehlay he band ho chukay hoty hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: gulzar پيغام ديکھيے
    friday ko din dopehar kay waqat market susat hona shuru ho jati hay kyun keh asian session aur london session pehlay he band ho chukay hoty hay
    Friday market ka closing day hota hai is liye market ki movement slow ho jati hai or trade krny main maza bhi nahi ata or market ki slow honay ki wja sy ziada traders jumy ko trade bhi nahi krty hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Main aap ki bat se agree nahi karta kiunke aksar oqaat aisa hota hai ke Friday ko market aik trend pakar leti hai aur aik pair maslan GBP/USD aik trend main musalsal without break move karta rehta hai aur even 200 pips se bhi ziada move karta hai. Is lie kaha jata hai ke Friday ko trading karnay se ijtenab kia jaey kiunke us din bohut risk high hota hia.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        dear friday market ka last day hota hai is laiye market slow ho jati hai saturday sunday market close hoti hai is liaye wo closing time k nazdeek hoti hai is laiye slow ho jati hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X