Little amount is perfect for new traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ji ap ki baat thek hai aur main ap ko aik baat bta deta hin k hona bhi asa hi chye k is main ap ko ya jo new comers hain un ko chye k is main kam ky aur choti amount se kry q k is main loss hony ka bht ziada chances hain is liye is main ap in chances ko khatm kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      yes dear ap tek he keh rahy ho little amount se he trade start krna chahye, yani k ap greed nahi krayngay,avr volum ko 01 pe he rakna ho ga,mera matlb ye nahi k ap ki balance km ho es lia, balance agr ziada ho to b ap nay little amount se he start leni ho gi.
      • #78 Collapse

        If you are new then you should understand the whole trading with demo account and you should avoid to trade with real account until then you do have proper skill for trading and earning money from here.
        • #79 Collapse

          g han bhai main agree karta hun apki baat say k is main humain chahye k agar hum aik new trader hain to hum is main kam amount sy hi trading karian or is main pahly practice kar lain takky zyada say zyada seekh sakeen or loss say bach sakeen
          • #80 Collapse

            New trader is main shamil horahe hain ya hona chate hain un he chaiye k starting main small amount se trading kare t k loss hone ki surat main koi masla na ho aur jaise jaise app is main maharat hasil kar lete hain to phir big amount bhi invest karna shuru kar de
            • #81 Collapse

              g bilkul new tradr ko thri investment k sth kam strt krna chahye kyn k wo learning process main hoty hain aur us main lkoss hnay k chnaces ziada hoty hain is lye new traders ko small invstment krni chahye
              • #82 Collapse

                g haan new trader k lye little amount say hi trade karni chahey q k shuru main tajarba kam hota hae agr loss bhi ho to kam mikdar main hona chahey or us ka kam asar parna chahey
                • #83 Collapse

                  well mai yahi kahunga apko kforex busines smian agar ap k sath sahi se knowledge ho then ap chooti se amount k sath b achi traindg kar skaty hain and khud ki life ban skaty hain
                  • #84 Collapse

                    forex trading me aik beginer apni trading ka agaz aik low bonuss se b kar skta he ye just practice smaj k karyn kyo itna bonuss se ap forex se kuch ni kama skty ,ager apne earning karni he to 2000$ bonuss hona chahye or ager practice karni he to ap 1o dollar se b kar skty han,
                    • #85 Collapse

                      New traders do not experiment with your money. Start trading with 30$-40$ only, you cover really retard steps in turn when your vantage advantage than examine your emotions & feelings do not stomach TP above 0.01 pips because marketplace faculty be fluctuate any dimension & at the end you are preoccupied all your profit. Short quantity is the physiologist for you and your trading, because the forex acting is very venturous acting and you testament see with this locomotion.
                      • #86 Collapse

                        sir wo to har kasi pay depend krta ha lakin sir ma to yahi kaho ga kay agar ham jatni ziada invest krtay ha to hamay uthna hiz iada profit hota ha jis say ham ak acha profit bhi hasil kr saktay ha lakin sir agar ap kam invest krtay ha to apko loss bhi kam hota ha or ap ak acha trader bhi ban skatay ha
                        • #87 Collapse

                          Jitnay be new log is business main atay hain, un ko yahi advice ki jati hy k small amount say he trading start kary because market ka humain knowledge nahi hota is sense main k next lamhay market ki kaya movement ho gi. Small amount per small lot size use karni chaye takay agar market in kay against chali jati hay tou in ko zayada loss na ho or stop loss ka be use karna chaye.
                          • #88 Collapse

                            Jitnay be new log is business main atay hain, un ko yahi advice ki jati hy k small amount say he trading start kary because market ka humain knowledge nahi hota is sense main k next lamhay market ki kaya movement ho gi. Small amount per small lot size use karni chaye takay agar market in kay against chali jati hay tou in ko zayada loss na ho or stop loss ka be use karna chaye.
                            • #89 Collapse

                              Ji bhaii jaaan,, aap ka thread bohot hi jaan daar hay.. par masalh yeh hay ky may yahan par abhi naya hun is liye mujhy is baaray main zyaadah kuch nahi pata hay..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g . bilkul aise hi hey. k kisi bhi traders ko trading kum se kum amount se start karni chahie. or waqt k sath sath apney experience or amount ko increase karty hoy trading pe tawaja de. or ziada e ziada faida utahin ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X