Little amount is perfect for new traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Jitnay be new log is business main atay hain, un ko yahi advice ki jati hy k small amount say he trading start kary because market ka humain knowledge nahi hota is sense main k next lamhay market ki kaya movement ho gi. Small amount per small lot size use karni chaye takay agar market in kay against chali jati hay tou in ko zayada loss na ho or stop loss ka be use karna chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ha sahe kaha ap ne jo new traders hotay hai un k leye har order mai little amount he chlti hai nahe tu un ko pata kam hota hai aur wo losskha jae gay mai be 20 dollar ki depoit se start ki thi
      • #48 Collapse

        ap k experience ka to mein kuch keh nahe sakta lekin jo mera experience kehta hay forex per kam say kam 100$ ki investment k bina ap is per work nahe kar saktay or agar kar bhee lay gay to loss hojata hay.
        • #49 Collapse

          maray khiyal main tu yeh bat sahi hai k nahy trader ko apni trading kam amount se krni chaiay is se un ko pata chalay ga k in main kitni knowledge hai our wo apnay ap ko improve kr sakay hain
          • #50 Collapse

            Jee han main bhi like karat hun k new traders abi lose ko handle nhi kar paty tou un k liye small amount invest karna he rthewek rehta hai aur learning un k liye best ahi.
            :cool::cool::cool:
            • #51 Collapse

              agar aap new hai to aapko litle amount se hi start karana padega kyuki jyada amount aapko jyada loss kar sakta hai si liye hamesha aapko ussi tarh invest karana chahiye jo aap afford kar sakte hai is liye kam se kam capital se forex trading karana jyada thik rahega kisi bh new traders ke liey
              • #52 Collapse

                gee ap nay bilul sahi kaha hay new comer ko cheyey k wo hmesha chote amount se trade kry ta k wo huge loss se bach ske or un ko chota nuqsan ho . yey bsuiness buhat he risky business hay is lyey jab tk ap k pass prpoper knowledge nhi hay tab tak ap chote amount se hi risk lay
                • #53 Collapse

                  new members kay liye bilkul drust hai key little amount hi perfect hoti hai new forex traders kay liye forex trading business main.amount jasi b ho wo perfect hoti ha hum forex business say bohat sa profit hasil kar sakty hain ma forex business say boaht sa satisfied ho.
                  • #54 Collapse

                    ji bilkul agar ap new trader hain to apko cahie kay ap nkam amount invest karein kiun kay us timer apko experience knowledge practice nahi hoti jis ki wajhasey apko loss bhi ho sakta hai aur mehnat bhi zaya ho sakti hai
                    • #55 Collapse

                      g han ya b theek hai kiu k jb hum new hoty hain tb hum ya sochty hain k zaida sy zaida profit bnaya jay lakin ya boht ghlt hai hum ko thory he amount sy strat krna chahiya is sy hum achy trader ban sakty hain or khyal sy trading kry gy
                      • #56 Collapse

                        yes you are right little bit is very perfect for the new traders it is good and just easy for the trading ...........................................
                        • #57 Collapse

                          g bilkul jitne bhi naye trader is main samil horahe hain ya hona chate hain un he chaiye k starting main small amount se trading kare t k loss hone ki surat main koi masla na ho aur jaise jaise app is main maharat hasil kar lete hain to phir big amount bhi invest karna shuru kar de
                          • #58 Collapse

                            forex pr chhoti chhoti trading zyada faidamand hai q k chhoti trade pr km loss hony ka khtra hota hai agr big trade lgao gu to loss zyada ho ga or jaldi b es ley forex pr chhoti chhoti trade lgao or profit pick kry rho.
                            • #59 Collapse

                              jitni hamare pass achi investment hoti he toho hamko earning ke chances bhe ache hote hen or jab ham 30 dollars par trade karen ge toh hamko boht soch samj kar trrade karna ho gi or har trade cent me karna ho gi or loss se bachne ke lie pahle achi trah analysis or greed ko control karna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                g bilkul jitne bhi naye trader is main samil horahe hain ya hona chate hain un he chaiye k starting main small amount se trading kare t k loss hone ki surat main koi masla na ho aur jaise jaise app is main maharat hasil kar lete hain to phir big amount bhi invest karna shuru kar dn.fg

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X