Little amount is perfect for new traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    lot size bohat ahm hota ha forex trading ke liye. agar ap ne ghalti se big lot size ki trade lgai to wo ap ka account wash kr skti ha. is liye soch smj kr lot size select krein new traders ko 0.01 lot size pr trading krni chaiye. zaida profit earn krnay ka greed ni krna chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      g hun jnab hum ko insta forex treding biznees min sw hum ko yahun par mere kyal se to agar humre paams bonus hy to hum ko is bizness min loyel profit hasil hoti hy
      • #438 Collapse

        jab hum practice kar kay kam karty hain to humain km balance say b kam kar sakty hain hum kamm balance say b achi trade kar kay market main hum acha profit b hasil kar sakty hain
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #439 Collapse

          jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain, jitnay bhi newbies hain iss business main, unko chahyie k wo little amount main he happy rahen kynk abhi unhain iss business main kaam karnay ka proper experience nahin hoga so agar wo zada profit k pechay bhagenge tou unhain loss bhi ho sakta hae. so abhi little amount pe he trading karen or Forex ko seekhen.
          • #440 Collapse

            g han forex trading mien jitne bhi new traders hian unko chahiye ke wo is mien kam amount se hi forex ko start karen kiunke is mien bohat risk hai aur ap money lsoe kar jaate hain saari.
            • #441 Collapse

              Gee han new traders ky pas less forex trading knowledge aur experience hony ki waja sy forex market main trade start kerny per loss hony ky bahot zyada chances hoty hain so agar large investment sy trading start ki jaey tou bahot zyada loss uthana per sakta hai so agar small investment main loss ho bhi jata hai tou no problem dobara recover ho jaey ga
              • #442 Collapse

                humain trade main agr kam karna hay too hhumain learning kar kay achy saykam karna ho ga humain is main perfect ho kar kam karna ho ga is main new trader ko learning karna ho ga
                • #443 Collapse

                  is main tips ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur emotion ko kabo main rkahna ho ga aur utni hi amount ko lena ho ga jitna hamain experience hasil hai aur trend ko use kar k earning ho saky
                  • #444 Collapse

                    New traders key pas na hi learning hoti hy aur na hi experience hota hy. Is leye unhain ziada investment nahi krni chaheye aur small amount sey trading krni chaheye takeh agar loss ho bhi jaye to ziada nuqsan na ho. Jab woh forex ko seekh jayen aur confidence barh jaye to phir big investment sey risk lia ja sakta hy aur big profit key leye koshish kil ja sakti hy.
                    • #445 Collapse

                      g han new traders ko thoriy lot size se kam kerna chaiey is se wo zada acha kam ko ker skaty hein or kam risk k sath ap zada confident ho ker kam ker skaty hei or zada acha kam ker sakty hein
                      • #446 Collapse

                        :eek:New trading is ma profit hasil nai kr sakte hein oew k in k paas experience nai hota ha hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha hume is ma hardworking k sath kam lrna chaiye
                        • #447 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
                          :eek:New trading is ma profit hasil nai kr sakte hein oew k in k paas experience nai hota ha hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha hume is ma hardworking k sath kam lrna chaiye
                          ge bhai forex trading mein new trader profit hasil kr skte hien jb wuh forex trading mein hardworking krte hien aur apne forex trading market mein soch smjh kr order lagate hein phr un ko apne trading se acha profit hasil hota he aur new trader ke lie little amount se trading ka shuro krna acha he aur new trader forex trading mein acha experience bna kr phr big amount apne business mein lagaein aur apne trading mein ache income hasil krein
                          • #448 Collapse

                            agar hum new trader hay to humay agar investment karni hay to thori amount ki karni chahiey jab hum trading ko achy say seekh jaye gay tab humay esmain ziada investment kar leni chahiey
                            • #449 Collapse

                              new trader ko chahaye aur hamain learn kar k hi trade karni ho gi aur ruls ko mind main rakhna ho ga aur greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur demo main practice kar k hi hum sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                g bhai ap ke bat thek hai jo bhe new tarder hai us ka liya little investment bhut ha agr usa loss bhe hota hai to koe bat ni wo is loss ko bardsaht kar skta hai agr usa loss na hva tab wo isi sa he apna profit or ziyda bana skta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X