Be a winner dont disheart from loss.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be a winner dont disheart from loss.....
    Friends trading men profit aur loss dono hote hain isliye loss aur profit dono trading ka hissa hain isliye agar hamen loss ho bho bhi jata hai to hamen trading se disheart ni hona chahiye balke aur ziada mehnat kr k khud ko next time k liye ready krna chahiye ta k ham next men pehle se ziada behtar tor per apni trades ko run kr saken
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ghalti karny se ham ko preshan nahi hona chahey bal kay ghalti kar kay us se sabak seekhna chahey aur us ghalti ko apny ly positively istemaal karnaa chaheyy. Koi banda bhe suru se perfect nahi hota ha. So dont lose hope.
    • #3 Collapse

      dear ap ne sai kaha hai profit aur lose dono hai forex mein kiu k forex ek business ki tara hai zaruri nai her br ap profit hi lo lose b ho sakta hai to ap disheart na ho phir b aur menat karay bs.
      • #4 Collapse

        G ha dear jab hum ais market mai kaam karty haito hum ko ais mai profit aor loss dono hi zehan mai rakhny hoty hai agar hum ais mai profit banaty hai to hum khush hoty hai magar jab loss hota hai to dishear ho jaty hai magar tab hum ko sabar karna chaye aor aus to time koi aisi ghalti ni karni chaye jis se hum ko mazeed loss ho.
        • #5 Collapse

          Yes of course i'm agree this point because loss and profit are both in forex but a experience trader don't worry in forex loss because hard working a best companion whose with you please don't disheartened in forex loss
          • #6 Collapse

            Bhai apnay theek kaha profit aur loss to business ka hisa hotay hain agar loss ho to mayos nahi hona chahiye bohat say aisy new traders hoty hain jo loss hony par apni umeed chor dety hain aur kuch give up kar dety hain ye bilkul wrong hai loss say insan lesson hasil karta hai is liye jo log loss karty hain unhe chahiye kay mehnat karain aur apni is mistake ko door kar kay kamyabi ko achieve karny ki koshish karain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
              Friends trading men profit aur loss dono hote hain isliye loss aur profit dono trading ka hissa hain isliye agar hamen loss ho bho bhi jata hai to hamen trading se disheart ni hona chahiye balke aur ziada mehnat kr k khud ko next time k liye ready krna chahiye ta k ham next men pehle se ziada behtar tor per apni trades ko run kr saken
              jab ham forex main trading krain or hamain loss ho jai to hamain disheart nahi hoana chaye blky apny loss ko accept krna chaye or achi tradng krni chaye ta k ham achy traders bn skain or apni mistakes sy learn krna chaye
              • #8 Collapse

                g han bahi jan ap ny bilkul thek kaha hy.agr koi trader ki trade us ki fever my chli jati hy to us ko profit hota hy agr is sy pahli trade my us ko loss hua ho to ab hony waly profit sy us ko loss bhool jata hy.is liay hr trade my stop loss zurure lagana chahcye.
                • #9 Collapse

                  G han ap.ki bat bilkul theek hay har kaam main profit aur loss dono hi hote hay par humay isbat se bilkul bhi disheart nai hona cahiay balke apne kaam ko jari rakhna cahiay isi tarho forex trading bhi aik aesa business hay jis nain agar humay loss ho bhi jata hay tou hunay usay leave nai kar dena cahiay balke mazid mehnat karni cahiay take next loss nahi sake
                  • #10 Collapse

                    G haan ap sahe keh rahay ho trading k doran loss profit to hota he h bal k loss aur profit trading ka hissa ha agr hmain loss bhi hota ha to hmain disheart nai hona chaheay bal k ziyada say ziyada learning kr k apni ghaltion ko door krna chaeay. So jo log loss ki vja say trading chor detay hain un say guzarish ha k apna dil bra krain aur loss ki vja say disheart na hon.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trdaing main hmain loss hona lazmi hota hai es liye hmain chhaaye k hum apni trading main hony waly loss ko cover karny ki tray karen q k jub hmain loss hota hai tu hmari learning main akmi hoti hai es liye hmain apni trading main loss k factor ko kam rakhny k liye apni learning ko inhance karty howe trdaing karni chhaye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X