Kia subh traders greed kerty hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia subh traders greed kerty hn
    Forex main her trader ki apny strategy hoty hy khush trader short term trade kerty hn aur khush long term jo short term trade kerty hn wo kum greed kerty hn wo kum profit per hi satisfied ho jaty hn lkn jo long term trade kerty hn wo ziada profit hasil kerty hn aur ye ziada greed kerty hn, ap doston ke khayal main ziada greed kon kerta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bahi ap theahk kahta hain greed long trade wala hota hain zyda s zyda minaga kamana ki kohshih krta hain or nuksan otahta hain or is lia chota trade wala zyda fida mai rahta hain wo greed kam krta hain or munafa tohra kama kr side pr ho jata hain
    • #3 Collapse

      Dear friends main app sy agree nahi kerta, kyn k only new and immature trader greed kerty hain jis ki waja sy unhy loss b hota hy bhai mature and professional trader kbi greed nahi kerty humisha market analysis k bad market trend k mutabiq trading kerty hain
      • #4 Collapse

        dear friends ye bat zarori nahi ha k sub traders greedy hon Q k forex mn greedy krny waly traders ko hameesha loss ka samna hoa ha . aur isi tarah agar hm forex mn lalach nahi karein gy to hamein kisi kisam ky loss nahi ho ga .
        • #5 Collapse

          g nahi dear sab traders greed nahi karty professional traders greed na karny ki waja se hi successful hoty hey, new traders hi market me acha profit earn karny ka greed karty hey magar professional traders ko ye knowledge hota hay key forex market bahot risk hay es waja se esy traders greed karny ka soch be nahi sakty hey.
          • #6 Collapse

            G han maximum trader aesy hain jo forex trading main greed kerty hain specially ham log jo bonus hasil ker ky trade kerty hain ham tou greed sy kam lety hain ky thory sy bonus per bhi ham zyada profit hasil ker lain lekin aesa hota nehi hai greed hamesha bahot loss deti hai
            • #7 Collapse

              Dear aik hota he greedy hona aor is k sath aik cheez aor bhi he(risk), aagy barhny ki khuwahish ya kamyab ban'na, agar trader koi step ly raha he to ye lazmi nai he k with greedbess ka mozahira kr raha he kmyab hony k liy risk lena parta he ,risk aor lalach alag alag ammal hen.
              • #8 Collapse

                Maire kahayl say Forex trading kay doran ziada tar woh he traders ziada greed karty han jin kay pas trading ka kam experience hota hai . jab new traders ko trading mai thora faida hota hai tu woh over excited ho jatay hain aur Ziada greed ka shikar ho kar ziada leverage aur ziada risk kay sath trading karty hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  meray khayal se sb traders greedy nai hoty hai dear greedy wo hi hoty hai jinay forex ka itna knowledge nai bs kisi se b sun kr wo forex mein trading start kr dety hai jin ne sike kr forex mein kam krty hai wo greedy nai hoty.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X