some times loss without any fault!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    some times loss without any fault!
    Forex members ko batana chahta hoon k pakistani rupy ki qadar barhny se ab jb hm withdrawl lengy to hmen kam rupy milen gy us nisbat se k jis waqt hm ny profit kamaya tha to dollar ki qeemat zeyada thee.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear baat ya hay k trading aak international bussniss hay aur international bussniss main currancy $ use hota hay aur dollers ki value halat k matabic change hoti rati hay jab dollers ki value barti hay tu us ko rupees main convert kartay hain tu rupees zayada miltay hain jab value kam hoti hay $ ki tu rupees kam miltay hain
    • #3 Collapse

      Dear loss tu har koi karta hai lekin masla loss ka nhn hai ap ko cahiye k os loss ko phr se na karo ajie jaise ap ahca kam karo gy tu ap ko acha faida hasil ho skta hai soo ap enjoy karo aur apnii life ko b behtar banao ta k ap acha faida haisl ho skta hai soo ap mehnat akro...
      • #4 Collapse

        g han dear esy traders key sath ho sakta hay key traders ne news ko be follow kia hota hay aur market ko analysis be kia hota hay magar per be traders ko without any fault key loss ho jata hay ye esy time me ho jata hay jab market achanak U turn le leti hay.
        • #5 Collapse

          Ji brother aise hota recently AP dekh Len to apko asani ho Jaye pkr ki qeemt thori strong ho Gaye Hy aor doller ki keemat Kam ho rhi uy is see bchne kilie AP dollars ko safe na rkhen aor withdraw le len
          • #6 Collapse

            Forex market kafi had tak bohot he ziada un predictable market hai aur iss mai achy traders ko b loss ho jata hai aam toor per halan kay achay traders marekt mai trade enter karny ke liye b acha analysis karty hain aur proper time per he trade open karty hain lakin iss market ke unpredictable nature ke waja say loss ka chance har time he rehta hai.
            • #7 Collapse

              forex trdaing main jub hmain loss hmari apni galti ki wajah se nahi hota hai tab market k fault ki wajah se hota hai hum apni taraf se sub kuj chek kar k trading lagty hain maghr market ki wajah se achanak se moving ho jati hai jo k hmary loss ka bais bnati hai es liye hmain har posint koa chi trah confrm karny k bad trdaing karnoi chhaye
              • #8 Collapse

                bhai jaan jo loss hota hy wo ap ko kabhi na ap ki marzi sy ata hy na market ki is mn agar kisi cheez ki qaddr zaida ya kam hoti hy is ki wajah sy ata hy is lye is mn market ka koi kasoor nhn hy ,,....
                • #9 Collapse

                  hahaha brohter aisa to hona hi hai behtar hai aap withdraw na lo cryptocurrency khareed lo dollar sasta hona hai to ho jay behtar tab ho ga us k sath food b sasty ho jay phir thik hota hai aisa nizam thik nai hota ek cheez mehngi ho 2nd sasti
                  • #10 Collapse

                    bhai jaan jo bhe humeny loss ata hy is mn is ki mean wajah na markket hy na kuch or is mn loss ki sabh sy bari wajh hum khud hny kaun k hum ko jitna zaida is mn expernice ho ga is mn ap ko loss any k bari wajh ap khud hny ...
                    • #11 Collapse

                      slaam to all forum members...dolor ke price kam zyida hoti rahti ha is ka asr rupees par bhe parta ha agr withdraw ka program ho to app sahi time ka intzar kr lyia krin lakin agr app withdraw zyida amount mah ho tu app phir wait kr skta hain lakin agr small amount mah ha tu zyida frq nahi prta ha app be fikr ho kr withdraw krwa lyia krin choti choti chezzin matter nahi krti..
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha with out loss ap ko apni mistake ka pata kasa chala ga es leya business is the name of profit and loss ager apko loss hota ha to per ap ko profit he ho ga q ka apko apni mistake remove karni ho ge.............
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: waheedakbarkhan پيغام ديکھيے
                          Forex members ko batana chahta hoon k pakistani rupy ki qadar barhny se ab jb hm withdrawl lengy to hmen kam rupy milen gy us nisbat se k jis waqt hm ny profit kamaya tha to dollar ki qeemat zeyada thee.
                          Yeh toh market mein chalta hi Rehta Hai Kabhi Humein thoda profit Banake Jyada profit Mil Jata Hai Aur Kabhi Jyada profit Banakar thoda withdrawal bhi Milta hai yeh toh trading car Atul hai aur Business mein aisa chalta rehta hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            G aise b bohat hai k achi trading keri hui hoti hai phir b loss ho jata hai means market analysis keri hoti hai but achanak market me koi upset a jata hai or market yaqdam up ya down ziada hi fast chali jati hai or bad situations me hum phas jate hain or part of business hai Forex me hum ko is k liye b ready rehna chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G friends, sometime aisa ho jata hay k dollar ki price kam honay say Jab ham profit withdraw kartay Hain to hamain rupees kam miltay Hain...but sometimes es say faida bi hota hay jab dollar ki price barh jati hay aur hamaim zeyada rupees miltay Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X